Gajanan Aa Jao Ek Baar (गजानन आ जाओ एक बार: भजन)


Gajanan Aa Jao Ek Baar,
Sabha Mein Tumhai Bulate Hai ॥
Sabse Pahle Ho Teri Pooja,
Phir Kaam Bane Baba Duja,
Ho Teri Pooja Ho Har Baar,
Sabha Mein Tumhai Bulate Hai ॥

Devo Mein Dev Nirala,
Tu Maa gaura Ka laala,
Teri Mahaima Aprampar,
Sabha Mein Tumhai Bulate Hai ॥

Meine Tera Dhyan Lagaya,
Tera Roop Maan Bhaya,
Karo Khushiyon Ki Bochhar,
Sabha Mein Tumhai Bulate Hai ॥

Yo amarahedi Ta Aav,
Aanand Teri Mahima Gav,
Sabka Lardo Beda Paar,
Sabha Mein Tumhai Bulate Hai ॥

Gajanan Aa Jao Ek Baar,
Sabha Mein Tumhai Bulate Hai ॥
गजानन आ जाओ एक बार: भजन - हिन्दी में पढ़ें
गजानन आ जाओ एक बार, सभा में तुम्हें बुलाते है ॥
Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..