Gajabadan Gazabadan Gajabadan ll2ll
Tum Ho Sankat Haran Nath Asaran Saran l
Saara Tribhuvan Tumhe Kar Raha Hai Naman l
Shiv Dulare Ho......Gauri Ke Pyare Suvan..
Gajabadan ~Gajabadan ~Gajabadan
Garava Us Sindoor Suru Ki Kiye Ho Dalan l
Bramha Ki Putri Siddhi Kiye Ho Varan l
Tab Usi Din Se..... Sindoor Kiye Ho Prahan
Gajabadan ~Gajabadan ~Gajabadan
Ek Din Kark Sab Milke Kiye Devagan l
Kon Hoga Pratham Poojy Kije Chayan l
Jo Pratham Aayega.... Vishv Karake Bhrman..
Gajabadan ~Gajabadan ~Gajabadan
Maan Buddhi Ke Data Tumhe Devagan
Uche Aasan Diye Liye Shraddha Suman
Kar Ajay Pe.....Krpaahe Krpa Ke Sadan
Gajabadan ~Gajabadan ~Gajabadan