Ganapati Tere Charno Ki Pag Dhool Jo Mil Jaye (गणपति तेरे चरणों की, पग धूल जो मिल जाए: भजन)


Ganapati Tere Charno Ki,
Bapp Tere Charno ki,
Pag Dhool Jo Mil Jaye,
Sach Kahata Hun Ganpati,
Takadir Sambhal Jae,
Ganapati Tere Charno Ki ॥
Sunate Hai Teri Rehamat,
Din Raat Barasati Hai,
Ek Bund Jo Mil Jae,
Maan Ki Kali Khil Jae,
Ganapati Tere Charno Ki ॥

Ye Maan Bada Chanchal Hai,
Kaise Tera Bhajan Karun,
Jitana Ise Samajhaun,
Utna Hi Machal Jae,
Ganapati Tere Charno Ki ॥

Najaro Se Girana Na,
Chahe Jo Bhi Saja Dena,
Najaro Se Jo Gir Jae,
Mushkil Hi Sambhal Pae,
Ganapati Tere Charno Ki ॥

Bappa Is Jivan Ki,
Bas Ek Tamanna Hai,
Tum Samne ho Mere,
Mera Dam Hi Nikal Jaye,
Ganapati Tere Charno Ki ॥

Ganapati Tere Charno Ki,
Bapp Tere Charno ki,
Pag Dhool Jo Mil Jaye,
Sach Kahata Hun Ganpati,
Takadir Sambhal Jae,
Ganapati Tere Charno Ki ॥
गणपति तेरे चरणों की, पग धूल जो मिल जाए: भजन - हिन्दी में पढ़ें
गणपति तेरे चरणों की, बप्पा तेरे चरणों की, पग धूल जो मिल जाए, सच कहता हूँ गणपति, तकदीर सम्भल जाए, गणपति तेरें चरणों की ॥
Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Mhane Hichkiyan Aave Ji

Araj Lagave Ji, Sanwariya Thasu Araj Lagave Ji, Mhari Aankhya Su Neer Bahe, Mhane Hichkya Aave Ji, Yaad Satave Ji, Sanwariya Thari Yaad Satave Ji, Mhari Aankhya Su Neer Bahe, Mhane Hichkya Aave Ji ॥

Bhagwan Sab Kamal Hai Pyare

Bhagwan Sab Kamal Hain Pyare, Teri Meri Dhal Hai Pyare, Bhagwan Sab Kamal Hain Pyare, Teri Meri Dhal Hai Pyare

Jai Jai Jai Ganraj Ji

Yaha Daas Kare Dhyan Tumhara, Har Pal Tumne Diya Sahara, Main Hun Tera Daas, Main Hun Tera Daas Ji,
Teri Jay Hove Maharaj Ji, Jai Jai Jai ॥

Ganpati Tum Sab Gan Ke Raja

Ganpati Tum Sab Gan Ke Raja, Ganpati Tum Sab Gan Ke Raja, Puran Karo Hamare Kaaj, Puran Karo Hamare Kaaj, Ganpati Tum Sab Gan Ke Raja, Puran Karo Hamare Kaaj ॥

Omkar Swarupa Sadguru Samartha

Omkar Swarupa Sadguru Samartha, Anathachya Natha Tuj Namo