Ganpati Ganpati Milke Kehte Hai Sare (गणपति गणपति मिलके कहते हैं सारे: श्री गणेश भजन)


Ganpati Ganpati Ganpati Milke Kahte Hai Sare,
Pratham Tumko Manaye Sunle Gaura Dulare,
Ganpati Bappa Moriya ॥
Tum Ho Devo Ke Deva Kahta Devon Ka Lekha,
Aaj Shubh Din Mila Hai Chamki Kismat Ki Rekha,
Bigade Kaaj Saware Sabke Kastha Niware,
Pratham Tumko Manaye Sunle Gaura Dulare,
Ganpati Bappa Moriya ॥

Gaura Dukh Vinashak Tum Ko Bhoot Ganani,
Riddhi Siddhi Ke Data Kya Kahun Etyadi,
Mathe Chanda Tumhare Chamke Chamka Mare,
Pratham Tumko Manaye Sunle Gaura Dulare,
Ganpati Bappa Moriya ॥
BhaktiBharat Lyrics

Aaj Sradha Suman Maan Gul Se Chun Chun Ke Laun,
Bhich Sabha Mein Na Bethu Magan Ho Is Dhun Mein Gaun,
Kahti Hai Ye Bahare Aor Ambar Ke Tare,
Pratham Tumko Manaye Sunle Gaura Dulare,
Ganpati Bappa Moriya ॥
गणपति गणपति मिलके कहते हैं सारे: श्री गणेश भजन - हिन्दी में पढ़ें
गणपति गणपति गणपति मिलके कहते हैं सारे, प्रथम तुमको मनाएं सुनले गौरा दुलारे, गणपति बप्पा मोरिया ॥
Bhajan Shri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanChaturthi BhajanGanesh Chaturthi BhajanRajasthani BhajanGrah Pravesh Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Bhor Bhai Din Chad Gaya Meri Ambey

Bhor Bhai Din Chadh Gaya Meri Ambey, Ho Rahi Jai Jai Kar Mandir Vich Aarti Jai Maa ।

Kabhi Fursat Ho To Jagdambe

Kabhi Phursat Ho to Jagdambe, Nirdhan Ke Ghar Bhi Aa Jana । Jo Rookha Sookha Diya Hamen

Mujhe Dar Par Bula Le Ek Baar

Chitthi Likhi Hai Mainne, Ansuon Ki Syahi Se, Pahuncha Dena Sandesha Mera, Kisi Rahi Se।

Phool Dei, Chamma Dei Geet

Kya Kya Kamaya Humne, Aao Hisab Kar Le, Duniya Ki Baat Chhode, Apni Kitab Padh Le...