Ganpati Rakho Meri Laaj (गणपति राखो मेरी लाज - भजन)


Ganpati Rakho Meri Laaj,
Ganpati Rakho Meri Laaj,
Pooran Kariyo Mere Kaaj,
Ganpati Rakho Meri Laaj,
Ganpati Rakho Meri Laaj ।
Sada Raho Khushhal,
Ganpati Laal,
Jo Prathmen Tumhe Dhyae,
Riddhi Siddhi Ke Data,
Bhagyavidhata Ho,
Sab Kuchh Tujhse Payen,
Vinti Sun Lo, Meri Aaj,
Ganpati Rakho Meri Laaj,
Ganpati Rakho Meri Laaj ।

Ganpati Rakho Meri Laaj,
Ganpati Rakho Meri Laaj,
Pooran Kariyo Mere Kaaj,
Ganpati Rakho Meri Laaj,
Ganpati Rakho Meri Laaj ।

Jiske Sar Par Hath Ho,
Tera Nath,
Use Phir Kaisa Dar Hai,
Jape Jo Tera Naam,
Shubah Aur Shaam,
To Uska Naam Amar Hai,
Sab Devon Ke Tum Sartaaz,
Ganpati Rakho Meri Laaj,
Ganpati Rakho Meri Laaj ।

Ganpati Rakho Meri Laaj,
Ganpati Rakho Meri Laaj,
Pooran Kariyo Mere Kaaj,
Ganpati Rakho Meri Laaj,
Ganpati Rakho Meri Laaj ।
गणपति राखो मेरी लाज - भजन - हिन्दी में पढ़ें
गणपति राखो मेरी लाज, पूरण करियो मेरे काज, गणपति राखो मेरी लाज..
Bhajan Shri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanWednesday BhajanGrah Pravesh BhajanChaturthi BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturdasi BhajanAnuradha Paudwal Bhajan

Other Popular Ganpati Rakho Meri Laaj Video

Pt. Anand Sharma

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Sita Ram Daras Ras Barse Jese Savan Ki Jhadi

Aise Ram Darash Ras Barsen, Jaise Saavan Ki Jhadi, Pyase Pranon Pe Padi..

Data Ek Ram Bhikhari Sari Duniya

Data Ek Ram, Bhikhari Sari Duniya । Ram Ek Devta, Pujari Sari Duniya ॥

Ram Ke Nam Ka Jhanda Lehra Hai

Ram Ke Nam Ka Jhanda Lahara Hai Ye Lahare Ga, Ye Treta Mein Phahara Hai, Kalayug Mein Bhee Phahare Ga ।

Bhagwan Meri Naiya Us Par Gaga Dena

Bhagwan Meri Naiya, Us Paar Laga Dena, Ab Tak to Nibhaya Hai, Aage Bhi Nibha Dena ॥