Gauri Sut Ganraj Padharo (गोरी सुत गणराज पधारो: भजन)


Gauri Sut Ganraj Padharo,
Aake Sare Kaaj Sawaro,
Tujhko Aana Hoga,
Tujhko Aana Hoga ॥
Saare Devo Mein Pahale Tujhko Manaye,
Tu Hi Dayalu Sare Bighna Hataye,
Girija Ke Pyare Baba Shiv Ke Dulare,
Dukhdo Se Aake Deva Humko Ubaro,
Tujhko Aana Hoga,
Tujhko Aana Hoga ॥

Riddhi Siddhi Ke Daata Aap Kahaye,
Krupa Dikhao Daata Gun Tere Gaye,
Bhakto Ki Naiya Ab Hai Tere Sahare,
Atki Kasti Ko Aake Paar Utare,
Tujhko Aana Hoga,
Tujhko Aana Hoga ॥

Gauri Sut Ganraj Padharo,
Aake Sare Kaaj Sawaro,
Tujhko Aana Hoga,
Tujhko Aana Hoga ॥

Maliya Giri Chandan Ka Tika Lagaun,
Ladavan Ka Deva Tere Bhog Lagaun,
‘Harsh’ Deewana Teri Baat Nihare,
Mere Bhi Atke Sare Kaaj Sudharo,
Tujhko Aana Hoga,
Tujhko Aana Hoga ॥

Gauri Sut Ganraj Padharo,
Aake Sare Kaaj Sawaro,
Tujhko Aana Hoga,
Tujhko Aana Hoga ॥
गोरी सुत गणराज पधारो: भजन - हिन्दी में पढ़ें
गोरी सुत गणराज पधारो, आके सारे काज सवारों, तुझको आना होगा, तुझको आना होगा ॥
Bhajan Sidhi Vinayak BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi BhajanGanesh Visarjan BhajanGanesh Puja Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Kripa Karo Hey Shanidev

Kripa Karo Hey Shani dev, Kripa Karo Hey Shani dev, Majhadhar Mein Hai Naiyya, Majhadhar Mein Hai Naiyya Prabhu Paar Karo ॥

Patal Vijay Karke Aaye Ulte Hanuman Ji

Ulat Palat Kar Di Lanka, Veer Balban Ji, Patal Bijay Kar ke Aaye, Ulte Hanuman Ji, Jay Jay Shree Ram Ki,
Jay Hanuman Ki ॥

Ram Naam Tu Japle Re Bande Banenge Tere Kaam

Ram Naam Tu Jap Le Re Bande, Banenge Tere Kaam, Kyo Bhatake Nar Dagar Dagar, Antim Saty Hai Ram, Bolo Ram Ram Ram, Bolo Ram Ram Ram ॥

Japa Kar Baith Kar Bande Ram Ka Naam Pyara Hai

Japa Kar Baith Kar Bande, Ram Ka Naam Pyara Hai, Ram Ka Naam Pyara Hai, Prabhu Ka Naam Pyara Hai, Japa Kar Baith Kar Bande, Ram Ka Naam Pyara Hai ॥

Ram Janmabhoomi Par Jakar Jeet Ke Deep Jalayenge

Ram Janmbhoomi Par Jakar, Jeet Ke Deep Jalayenge, Kalyug Ke Ravan Ab Bhay Se, Apni Khair Manayenge ॥