Ghar Ghar Badhai Baje Re Dekho (जन्म बधाई भजन: घर घर बधाई बाजे रे देखो)


Ghar Ghar Badhai Baje Re Dekho,
Ghar Ghar Badhai Baje Re,
Dholak Nagada Vaje Re Dekho,
Dholak Nagada Vaje Re
Jan Mein Ayodhya Mein Ram Lala Ki,
Mata Kaushalya Khilaye Re,
॥ Ghar Ghar Badhai Baje Re Dekho.. ॥
॥ Jay Shri Ram, Jay Shri Ram ॥
Sone Ke Palna Mein Jhule Lalnva,
Chaandi Ki Pahane Paijaniyan,
Jhun Jhun Baje Pao Mein Gungru,
Khush Hai Badi Sari Sakhiyan,
Peela Peetaambar Shobha Badaye,
Pahane Kamar Mein Kandhaniyan,
॥ Ghar Ghar Badhai Baje Re Dekho.. ॥
॥ Jay Shri Ram, Jay Shri Ram ॥

Dasrath Ke Angna Mein Dholak Prabhu Ji,
Bharat Shatru Lakshman Ji,
Mata Sumitra Keki Kaushalya,
Godi Khilaye Kabhi Chume Ji,
Santo Mein Mahanto Ko Bhojan Karwae,
Bhar Bhar Ke Daan Lutaye Re,
॥ Ghar Ghar Badhai Baje Re Dekho.. ॥
॥ Jay Shri Ram, Jay Shri Ram ॥

Vishnu Avtari Ram Ji Hamar,
Sabaki Hi Naiya Tare Ge,
Ab to Bache Na Papi Adharmi,
Ravan Ko Ram Ji Sanhare Gaye,
Ram Ram Jo Bhole Ki Ritu,
Bhav Se Ye Paar Utare Gaye,

Ghar Ghar Badhai Baje Re Dekho,
Ghar Ghar Badhai Baje Re,
Dholak Nagada Vaje Re Dekho,
Dholak Nagada Vaje Re

Ghar Ghar Badhai Baje Re Dekho,
Ghar Ghar Badhai Baje Re,
Dholak Nagada Vaje Re Dekho,
Dholak Nagada Vaje Re
जन्म बधाई भजन: घर घर बधाई बाजे रे देखो - हिन्दी में पढ़ें
घर घर बधाई बाजे रे देखो, घर घर बधाई बाजे रे, ढोलक नगाड़ा वाजे रे देखो...
Bhajan Shri Ram BhajanBadhai BhajanNew Born BhajanJanmotsav BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navami BhajanVijay Dashami BhajanSunderkand BhajanRamcharitmanas Katha BhajanAkhand Ramayana BhajanBirthday Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Guru Bina Ghor Andhera Re Santo

Guru Bin Ghor Andhera Santo, Guru Bin Ghor Andhera Ji । Bina Deepak Mandriyo Suno...

Sab Main Koi Na Koi Dosh Raha

Sab Mein Koi Na Koi Dosh Raha । Ek Vidhata Bas Nirdosh Raha ॥ Ved Shaastr Ka Mahapandit Gyani

Magan Ishwar Ki Bhakti Me Are Mann Kiyon Nahin Hota

Magan Ishwar Ki Bhakti Mein, Are Mann Kyon Nahin Hota । Pada Aalasy Mein Murkh

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..