Girija Ke Chhaya Ganpati Tumhe Pukaru (गिरिजा के छैया गणपति तुम्हे पुकारू: श्री गणेश भजन)


Girija Ke Chhaya Ganpati Tumhe Pukaru,
Puju Main Tumhe Aarati Teri Utarun,
Girija Ke Chhaya ॥
Paan Phool Mewa Se Charanon Ki Sewa Se,
Pratham Tumhe Puju Chavi Chit Dharan,
Girija Ke Chhaya Ganpati Tumhe Pukaru,
Girija Ke Chhaya ॥

Dev Dustha Hanta Ho Jagat Ke Niyanta Ho,
Saran Aaun Aapki Main Paeyan Pakharun,
Girija Ke Chhaya Ganpati Tumhe Pukaru,
Girija Ke Chhaya ॥
BhaktiBharat Lyrics

Riddhi Siddhi Data Ho Gyan Ke Vidhata Ho,
Har Lo Dukh Deva Aasha Se Tumhe Niharun,
Girija Ke Chhaya Ganpati Tumhe Pukaru,
Girija Ke Chhaya ॥
गिरिजा के छैया गणपति तुम्हे पुकारू: श्री गणेश भजन - हिन्दी में पढ़ें
गिरिजा के छैया गणपति तुम्हे पुकारू, पूजूं मैं तुम्हे आरती तेरी उतारूं, गिरिजा के छैया ॥
Bhajan Shri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanChaturthi BhajanGanesh Chaturthi BhajanRajasthani BhajanGrah Pravesh Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Krishna Bhajan

Famous Shri Krishna Bhajan for Janmashtami, Radhashtami, Holi, Bhagwat Katha, Gita Path, Kirtan, Bhajan Sandhya..