Girija Ke Chheya Ganpati Tumhe Pukaru (गिरिजा के छैया, गणपति तुम्हे पुकारूँ: भजन)


Girija Ke Chheya,
Ganpati Tumhe Pukaru,
Poojun Main Tumhe,
Aarati Teri Utarun,
Girija Ke Chheya ॥
Paan Phool Mewa Se,
Charanon Ki Sewa Se,
Pratham Tumhe Poojun,
Main Chhavi Chit Dharan,
Girija Ke Chheya,
Ganpati Tumhe Pukaru,
Girija Ke Chheya ॥

Dev Dusht Hanta Ho,
Jagat Ke Niyanta Ho,
Sharan Aaun Aapaki,
Main Paiyan Pakharun,
Girija Ke Chheya,
Ganpati Tumhe Pukaru,
Girija Ke Chheya ॥

Riddhi Siddhi Ke Daata Ho,
Gyan Ke Bidhata Ho,
Har Lo Dukh Deva,
Aasha Se Tumhe Niharun,
Girija Ke Chheya,
Ganpati Tumhe Pukaru,
Girija Ke Chheya ॥

Girija Ke Chheya,
Ganpati Tumhe Pukaru,
Poojun Main Tumhe,
Aarati Teri Utarun,
Girija Ke Chheya ॥
गिरिजा के छैया, गणपति तुम्हे पुकारूँ: भजन - हिन्दी में पढ़ें
गिरिजा के छैया, गणपति तुम्हे पुकारूँ, पूजूं मैं तुम्हे, आरती तेरी उतारूँ, गिरिजा के छैंया ॥
Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Are Hat Ja Pujari Aage Se

Are Hat Ja Pujari Aage Se, Balaji Ke Darshan Karwa De, Pat Khol De Pujari Mandir Ke,
Balaji Ke Darshan Karwa De ॥

Awadhpati Bole Yun Mukh Se Suno Veer Hanuman

Avadhapati Bole Yun Mukh Se, Suno Veer Hanuman, Varsho Baad Pada Hai Tumase, Ek Jaruri Kaam,
Dharati Par Maanav Jaati Yun, Kar Rahi Hahakar, Tumhare Kandhe Par Dharata, Unake Jeevan Ka Bhaar, Ke Tum Vahan Baithe Bali, Karo Har Ek Ki Bhali, Ke Tum Vahaan Baithe Bali, Karo Har Ek Ki Bhali ॥