Hai Diwane Jo Pyare Hanuman Ke (हैं दीवाने जो प्यारे हनुमान के: भजन)


Hai Diwane Jo Pyare Hanuman Ke,
Hai diwane Jo Pyare Hanuman Ke,
Wahi Bolenge Jai Jai Jai Siyaram,
Wahi Bolenge Jai Jai Jai Siyaram,
Hai Diwane Jo Pyare Hanuman Ke ॥
Sambhab Hai Unke Liye Ram Darash Pana,
Jinko Bhi Aata Hanuman Ko Manana,
Jinko Bhi Aata Hanuman Ko Manana,
Nach Nach Hanuman Ko Rijhayenge,
Wahi Bolenge Wahi Bolenge Jai Jai Jai Siyaram,
Hai Diwane Jo Pyare Hanuman Ke ॥

Mere Shree Ji Se Jis Jis Ko Pyar Hai,
Mere Shree Ji Se Jis Jis Ko Pyar Hai,
Sada Unake Sang Rahate Sewadar Hai,
Sada Unake Sang Rahate Sewadar Hai,
Pana Chahte Jo Darsh Hanuman Ke,
Wahi Bolenge Jai Jai Jai Siyaram,
Hai Diwane Jo Pyare Hanuman Ke ॥
BhaktiBharat Lyrics

Duniya Ke Malik Bhagwan Shreeram Hai,
Sada Unke Sang Sajte Pyare Hanuman Hai,
Sada Unke Sang Sajte Pyare Hanuman Hai,
"Shyam" Sewa Wahi To Kamayega,
Wahi Bolenge Wahi Bolenge Jai Jai Jai Siyaram,
Hai Diwane Jo Pyare Hanuman Ke,
Wahi Bolenge Jai Jai Jai Siyaram ॥
हैं दीवाने जो प्यारे हनुमान के: भजन - हिन्दी में पढ़ें
हैं दीवाने जो प्यारे हनुमान के, हैं दीवाने जो प्यारे हनुमान के, वही बोलेंगे जय जय जय सियाराम, वही बोलेंगे जय जय जय सियाराम, हैं दीवाने जो प्यारे हनुमान के ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jagannath Chakka Nain Nilachal Vare

Jagannath Chakka Nain Neelachal Vare, Jagannath, Jagannath, Chaka Nain, Chaka Nain

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..