Hai Purushottam Shri Ram Karuna Nidhan Bhagwan (हे पुरुषोत्तम श्रीराम, करूणानिधान भगवान: भजन)


Hey Purushottam Shriram,
Karunanidhan Bhagwan ॥
Doha – Ram Nagariya Ram Ki,
Aur Base Gang Ke Teer,
Atal Raaj Maharaj Ko,
Chauki Hanumat Veer.
Chitrakoot Ke Ghat Par,
Bhai Santan Ki Bheed,
Tulsidas Chandan Ghise,
Tilak Kare Raghuvir ॥

Hey Purushottam Shriram,
Karunanidhan Bhagwan,
Tumhe Koti Koti Pranam,
Tumhe Koti Koti Pranam ॥

Jaanakinath Lakhan Ke Bhaiya,
Kevatiya Tum Paar Lagiya,
Kevat Ki Tum Taari Naiya,
Taaro Prabhuji Meri Naiya,
Dashrath Nandan Ram,
Dashrath Nandan Ram,
Karunanidhan Bhagwan,
Tumhe Koti Koti Pranam,
Tumhe Koti Koti Pranam ॥

Pita Vachan Vanvaas Sidhare,
Giddhraaj Nij Dham Padhare,
Janakraaj Santaap Mitaye,
Chaaron Bhaiya Byaah Ke Aaye,
Janaki Vallabh Ram,
Janaki Vallabh Ram,
Karunanidhan Bhagwan,
Tumhe Koti Koti Pranam,
Tumhe Koti Koti Pranam ॥

Jab Sugreev Sharan Mein Aaya,
Abhaydaan Raghuvar Se Paaya,
Tulasi Ke Priya Ram,
Tulasi Ke Priya Ram,
Karunanidhan Bhagwan,
Tumhe Koti Koti Pranam,
Tumhe Koti Koti Pranam ॥

Hey Purushottam Shri Ram,
Karunanidhan Bhagwan,
Tumhe Koti Koti Pranam,
Tumhe Koti Koti Pranam ॥
हे पुरुषोत्तम श्रीराम, करूणानिधान भगवान: भजन - हिन्दी में पढ़ें
हे पुरुषोत्तम श्रीराम, करूणानिधान भगवान, तुम्हे कोटि कोटि प्रणाम, तुम्हे कोटि कोटि प्रणाम ॥
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanBhagwan Ram Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Norta ki Raat Maiya Garba Rambwa Aano Hai

Naurata Ki Raat Maiya, Garabe Ramava Aano Hai, Thaane Vadon Nibhano Hai, Norta ki Raat ॥

Barisho Ki Cham Cham Mein

Barisho Ki Cham Cham Mein, Tere Dar Pe Aae Hai । Mehrawali Mehra Kar De

Unche Unche Parvat Pe Sharda Maa Ka Dera Hai

Unche Unche Parvat Pe, Sharda Maa Ka Dera Hai, Matlab Ki duniya Main, Sachha Prem Tera Hai, Unche Unche Parvat Pe, Maiya Ka Baseara Hai, Matlab Ki duniya Main, Sachha Prem Tera Hai ॥

Maa Muraada Kar Poori

Maan Muraad Kar Poori Aas Rahe Na Adhuri, Tere Dar Se Jaunga Jholi Bhar Ke, Sherowali Mata Dekh Le, Aaya Unche Mein Pahad Tere Chadh Ke, Sherowali Mata Dekh Le ॥

Jai Jag Janani Maa Bhawani Maiya Sharda Ho Maa

Jai Jag Janani Maa, Bhawani Maiya Sharda Ho Maa, Ambe Jagadambe Jagadambike, Jag Ki Palanhar,
Bhawani Maiya Sharada Ho Maa, Jai Jag Janani Maa, Bhawani Maiyya Sharda Ho Maa ॥