Hai Ram Ka Agyakari Hai Shankar Ka Avtari (है राम का आज्ञाकारी, है शंकर का अवतारी: भजन)


Hay Ram Ka Aagyakari,
Hay Shankar Ka Avatari,
Mhare Sir Pe Haath Phirao,
Main Sharan Padya Haan Thari,
Mhane Pal Pal Pal Pal,
Thari Yaad Sataave Hai,
Hey Veer Bali Mhane,
Thari Olyu Aave Hai ॥
Mhare Ji Main Aave Baba,
Thare Dham Aa Java,
Thare Dham Aake Thare,
Charana Main Lul Java,
Mhane Bega Hukum Sunao,
Salasar Dham Bulao,
Mhai Aash Lagaya Baithaya,
The Mhari Aash Purao,
Mhane Pal Pal Pal Pal,
Thari Yaad Sataave Hai,
Hey Veer Bali Mhane,
Thari Olyu Aave Hai ॥

Thara Desi Ghi Ka Ladu,
Mhane Yaad Aave Hai,
Thaaro Bhog Churamo Baba,
Mhane Bahut Bhave Hai,
Purab Mukh Mandir Thaaro,
Mhaane Lage Pyaro Pyaro,
The Aavaniya Ka Baba,
Se Bigadya Kaam Sanvaaro,
Mhane Pal Pal Pal Pal,
Thari Yaad Sataave Hai,
Hey Veer Bali Mhane,
Thari Olyu Aave Hai ॥

Mharo Bhed Hiye Ko Baba,
Thaare Shami Kholanga,
Jo Tha Su Na Bola To,
Mhen Kisane Bolaanga,
Thaari ‘Harsh’ Ghani Sakalai,
Bega Sa Karo Sunai Sharanagat Ka Duhkh Meto,
Thaane Ram Prabhu Ki Duhai,
Mhane Pal Pal Pal Pal,
Thari Yaad Sataave Hai,
Hey Veer Bali Mhane,
Thari Olyu Aave Hai ॥

Hay Ram Ka Aagyakari,
Hay Shankar Ka Avatari,
Mhare Sir Pe Haath Phirao,
Main Sharan Padya Haan Thari,
Mhane Pal Pal Pal Pal,
Thari Yaad Sataave Hai,
Hey Veer Bali Mhane,
Thari Olyu Aave Hai ॥
है राम का आज्ञाकारी, है शंकर का अवतारी: भजन - हिन्दी में पढ़ें
है राम का आज्ञाकारी, है शंकर का अवतारी, म्हारे सिर पे हाथ फिराओ, मैं शरण पड्या हाँ थारी, म्हाने पल पल पल पल, थारी याद सतावे है, हे वीर बलि म्हणे, थारी ओल्यू आवे है ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Main Too Aai Vrindavan Dham Kishori Tere Charanan Main

Main to Aai Vrindavan Dham Kishori Tere Charnan Mein । Kishori Tere Charanan Mein,..

Karke Isharo Bulaye Gayi Re

Bhakti Bharat is bringing you a devotional song cherished by Indresh-ji; here are the lyrics.. karke isharo bulaye gai re, barsane ki chhori radha gori gori

Naam Meri Radha Rani Ka Jis Jis NeGaya Hai

Naam Meri Radha Rani Ka Jis Jis Ne Gaya Hai, Banke Bihari Ne Use Apana Banaya Hai, Jai Radhe Jai Radhe Jai Shree Radhe Bolo Jai Radhe ॥

Basale Maan Mandir Me Ram

Basale Man Mandir Mein Ram, Banenge Bigde Tere Kaam, Basalen Man Mandir Mein Ram, Basalen Man Mandir Mein Ram ॥

O Ram Ji Tere Bhajan Ne Bada Sukh Dina

O Ramji Tere Bhajan Ne, Bada Sukh Dina, Tere Bhajan Ne, Bada Sukh Dina, Ye Duniya Diwani, Do Din Ki Kahani, Pal Do Pal Ka Hai Jina, Bada Sukh Dina, Tere Bhajan Ne, Bada Sukh Dina ॥