Hame To Jo Bhi Diya Meri Maiya Ne Diya (हमें तो जो भी दिया, मेरी मैया ने दिया: भजन)


Hame To Jo Bhi Diya,
Meri Maiya Ne Diya,
Hamesa Aapke Haatho Se,
Sar Jhuka Ke Liya,
Hame To Jo Bhi Diya,
Meri Maiya Ne Diya ॥
Meri Ye Jindegi,
Maiya Teri Amant Hai,
Badal Jo Jaun,
Main Maa Se To Mujhpe Laalat Hai,
Hamesha Maa Ki,
Chokhat Se Muskura Ke Gaya,
Hame To Jo Bhi Diya,
Meri Maiya Ne Diya ॥

Jahan Mein Maiya,
Tumhara Koi Jawab Nahi,
Dayalu Asi,
Daya Ka Koi Hisab Nahi,
Hamesa Maiya Ne,
Bin Bole Hamara Kaam kiya,
Hame To Jo Bhi Diya,
Meri Maiya Ne Diya ॥

Nibhaya Ab Tak,
Aage Bhi Tum Nibha Dena,
Teri Tohin Hai,
Kisi Aur Se Bhiksha Lena,
Hamesha Dwar Se,
‘Banavari’ Jholi Bhar Ke Gaya,
Hame To Jo Bhi Diya,
Meri Maiya Ne Diya ॥

Hame To Jo Bhi Diya,
Meri Maiya Ne Diya,
Hamesa Aapke Haatho Se,
Sar Jhuka Ke Liya,
Hame To Jo Bhi Diya,
Meri Maiya Ne Diya ॥
हमें तो जो भी दिया, मेरी मैया ने दिया: भजन - हिन्दी में पढ़ें
हमें तो जो भी दिया, मेरी मैया ने दिया, हमेशा आपके हाथो से, सर झुका के लिया, हमे तो जो भी दिया, मेरी मईया ने दिया ॥
Bhajan Mata Rani BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe BhajanMata Ki Bhajan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shri Ram Jay Ram Jay Jay Ram Dhun

Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram, Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram..

Jal Jaaye Jihwa Papini, Ram Ke Bina

Ram Bina Nar Aise Jaise, Ashv Lagaam Bina । Jal Jaaye Jihwa Papini

Ram Tum Bade Dayalu Ho

Ram Tum Bade Dayalu Ho, Nath Tum Bade Dayalu Ho, Hari Ji Tum Bade Dayalu Ho ॥

Janaki Stuti - Bhai Pragat Kumari

Bhai Pragat Kumari Bhoomi-vidari Jan Hitkari Bhayhari । Atulit Chhabi Bhari

Sita Sita Sita Ram Gaiye

Sita Sita Sita Ram Gaiye, Chahe, Radhe Radhe Radhe Shyam Gaiye, Sita Ram Gaiye