Har Ghadi Yaad Teri Aaye Sautan Banke (हर घड़ी याद तेरी आये सौतन बनके - भजन)


Har Ghadi Yaad Teri Aaye Sautan Banke,
Main Karun Shyam Tere Naam Ki Jogan Banke ॥
Ek Jamana Tha Bulane Se Chala Aata Tha,
Mujhko Kan Kan Mein Tera Chehra Najar Aata Tha,
Tut Gae Mein Tere Chehre Ka Darpan Banke,
Main Karun Shyam Tere Naam Ki Jogan Banke,
Har Ghadi Yaad Teri Aaye Sautan Banke,
Main Karun Shyam Tere Naam Ki Jogan Banke ॥

Shishe Jesa Mera dil Tha Jo Tune Tod Diya,
Mujhko Lagta Hai Kisi Aur Se Dil Jod Diya,
Ab To Har Raat Mujhe Dasti Hai Nagin Banke,
Main Karun Shyam Tere Naam Ki Jogan Banke,
Har Ghadi Yaad Teri Aaye Sautan Banke,
Main Karun Shyam Tere Naam Ki Jogan Banke ॥

Dard Ab Dil ka Badhne Se Bhala Kya Hoga,
Shyam Jo Rutha Saath Chhoota Ab Kahan Hoga,
Shyam Brij Vaas Karun Phirati Hun Bavari Banake,
Main Karun Shyam Tere Naam Ki Jogan Banke,
Har Ghadi Yaad Teri Aaye Sautan Banke,
Main Karun Shyam Tere Naam Ki Jogan Banke ॥

Har Ghadi Yaad Teri Aaye Sautan Banke,
Main Karun Shyam Tere Naam Ki Jogan Banke ॥
हर घड़ी याद तेरी आये सौतन बनके - भजन - हिन्दी में पढ़ें
हर घड़ी याद तेरी आये सौतन बनके, मैं फिरूँ श्याम तेरे नाम की जोगन बनके ॥
Bhajan Shri Vishnu BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam Bhajan

Other Popular Har Ghadi Yaad Teri Aaye Sautan Banke Video

Sabse Unchi Prem Sagai By Jaya Kishori

Sabse Unchi Prem Sagai By Shri Devkinandan Thakur Ji

Sabse Unchi Prem Sagai Srishti Bhandari

Sabse Unchi Prem Sagai By Varsha Shrivastava

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Utho Sone Walo Sabera Hua Hai

Utho Sone Walo Sabera Hua Hai । Watan Ke Phakiron Ka Phera Hua Hai ॥ Utho Ab Nirasha Nisha Kho Rahi Hai

Adiyogi The Source Of Yoga

Door us aakash ki gehraiyon mein, Ek nadi se beh rahe hain Adiyogi...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।