Hara Hoon Baba Bas Tujhpe Bharosa Hai (हारा हूँ बाबा बस तुझपे भरोसा है - भजन)


Hara Hoon Baba Bas Tujhpe Bharosa Hai,
Jeetunga Ek Din,
Mera Dil Ye Kahata Hai,
Mere Manjhi Ban Jao,
Meri Naav Chala Jao,
Bete Ko Baba Shyam,
Tum Gale Laga Jao,
Hara Hoon Baba Bas Tujhpe Bharosa Hain,
Jeetunga Ek Din,
Mera Dil Ye Kahata Hai॥
Tarz - Chaha Hai Tujhko

Mainne Suna Hai Tu Dukhde Mitata,
Bin Bole Bhagton Kee Bigdi Banata,
Bin Bole Bhagton Ki Bigdi Banata,
Milta Na Kinara Hai,
Na Koi Aur Sahara Hain,
Hara Hoon Baba Bas Tujhpe Bharosa Hain,
Jeetunga Ek Din,
Mera Dil Ye Kahata Hai॥

Tumse Hi Jeevan Mera,
O Mere Baba,
Kaise Chalega Samajh Na Aata,
Kaise Chalega Samajh Na Aata,
[I] Bhaktibharat Lyrics [/I]
Tum Dheer Bandhate Ho,
to Sanse Chalti Hai,
Mujhe Samajh Na Aata Hai,
Meri Kya Galati Hai,
Hara Hoon Baba Bas Tujhpe Bharosa Hain,
Jeetunga Ek Din,
Mera Dil Ye Kahata Hai॥

Parivar Mera Tere Gun Hai Gata,
Doshi to Main Hoon Unhen Kyon Satata,
Doshi to Main Hoon Unhen Kyon Satata,
Unhen Tujhpe Bharosa Hai,
Tune Pala Posa Hain ,
Hara Hoon Baba Bas Tujhpe Bharosa Hain,
Jeetunga Ek Din,
Mera Dil Ye Kahata Hai॥

Hara Hoon Baba Bas Tujhpe Bharosa Hai,
Jeetunga Ek Din,
Mera Dil Ye Kahta Hai,
Mere Manjhi Ban Jao,
Meri Naav Chala Jao,
Bete Ko Baba Shyam,
Tum Gale Laga Jao,
Hara Hoon Baba Bas Tujhpe Bharosa Hain,
Jeetunga Ek Din,
Mera Dil Ye Kahata Hai॥
हारा हूँ बाबा बस तुझपे भरोसा है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
हारा हूँ बाबा बस तुझपे भरोसा है, जीतूंगा एक दिन, मेरा दिल ये कहता है, मेरे मांझी बन जाओ, मेरी नाव चला जाओ..
Bhajan Shyam Baba BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanKanhiya Mittal Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye