Holi Ae Re Holi Aae Re (होली आई रे होली आई रे: भजन)


Holi Aae Re Holi Aae Re Holi Aae Vrundavan Khele Gori ॥
Bhagan Pe Aayo Hai Phagan Mahina Kabhu Prem Ki Hori Bain na,
Hiradaye Ki Aasha Lata Khili Hai Umagi Umagi Ras Dhara Wahi Hai,
Khub Chali Pichakari Re Pichakari chala Do Bhar jori,
Holi Aae Re Holi Aae Re Holi Aae Vrundavan Khele Gori ॥

Gori Rangili Hori Khelan Ko Aao,
Sola Shrngar Kar Khelan Padharo,
Dholak Manjira Aur Janj Bajao,
Sakhiyan Ki Sena Leke Nachan Ko Aao,
Ghar Ghar Se Ban Aae Ban Aae Shakl Brij Ki Gori,
Holi Aae Re Holi Aae Re Holi Aae Vrundavan Khele Gori ॥

Ja Ja Nirmohi Chhela Moh Se Na Karo Baat,
Chhaliyan Nirmohi Tumako Karo Dhaat,
Mithi Mithi Baatan Se Maan Na Lubhao ,
Main To Hari Mohe Ab Na Satao,
Mainne Parakh Le Chaturae Re ,
Chaturae Parakh Le Ab Tori,
Holi Aae Re Holi Aae Re Holi Aae Vrundavan Khele Gori ॥
होली आई रे होली आई रे: भजन - हिन्दी में पढ़ें
होली आई रे होली आई रे होली आई वृन्दावन खेले गोरी ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam BhajanHoli BhajanPhagun Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Mere Ram Mere Ghar Ayenge Ayenge Prabhu Ayenge

Popular bhajan prominently sing during Shri Ram Navami, Vijay Dashami, Sunderkand, Ramcharitmanas Ka

Ram Naam Se Jagmag Hai

Mere Ghar Ka Kona-Kona, Ram Naam Se Jagmag Hai, Pade Charan Tere Mere Ghar Ghar, Charon Dham Sa Jagmag Hai...

O Maiya Tene Ka Thani Man Me

O Maiya Taine Ka Thani Man Mein, Ram-siya Bhej Daye Ri Ban Mein, Deewani Taine Ka Thani Man Mein...

Mann Tarpat Hari Darshan Ko Aaj

Mann Tarpat Hari Darshan Ko Aaj More Tum Bin Bigde Sakal Kaaj Vinti Karat Hoon Rakhiyo Laaj

Jinke Hridey Shri Ram Base

Jinke Hridey Shri Ram Base, Un Aur Ko Naam Liyo Na Liyo । Jinke Hridey Shri Ram