Hum Khushiyan Mangne Aaye Hai (हम खुशीया मांगने आये है दरबार मे शेंरावाली के - भजन)


Jai Ho, Jai Ho, Jai Ho, Jai Ho...
Hum Khushiyan Mangne Aaye Han, Darbar Mein Sherawali Ke
Hum Khushiyan Mangne Aaye Han, Darbar Mein Sherawali Ke
Darbar Mein Sherawali Ke, Darbar Mein Jotawali Ke
Hum Khushiyan Mangne Aaye Han, Darbar Mein Sherawali Ke

Jay Ho, Jai Ho, Jai Ho, Jai Ho...

Duron-Duron Sangatan Chal Ke Aayan, Dur-Duron Sangatan Chal Ke Aayan
Sare Shraddha Bhetan Le Ke Aayan, Shraddha Bhetan Le Ke I
Hum Sare Sheesh Jhukayenge, Darbar Mein Sherawali Ke
Hum Khushiyan Mangne Aaye Han, Darbar Mein Sherawali Ke
Bhaktibharat Lyrics

Maa Ke Dar Par Bhetein Gaayenge, Maa Ke Dar Par Bhetein Gaayenge
Man Ki Jay-Jaikar Bulayenge, Maa Ki Jay-Jaikar Bulayenge
Hum Dil Ke Haal Sunaenge, Darbar Mein Sherawali Ke
Hum Khushiyan Mangne Aaye Han, Darbar Mein Sherawali Ke

Jay Ho, Jai Ho, Jai Ho, Jai Ho...

Aaj Bhagtan Ne Arj Gujri Hai, Aaj Bhagtan Ne Arj Gujri Hai
Sari Duniya Maa Ne Taari Hai, Sari Duniya Maa Ne Taari Hai
I Bhaktibharat Di Vari Hai, Darbar Mein Sherawali Ke

Hum Khushiyan Mangne Aaye Han, Darbar Mein Sherawali Ke
Hum Khushiyan Mangne Aaye Han, Darbar Mein Sherawali Ke
हम खुशीया मांगने आये है दरबार मे शेंरावाली के - भजन - हिन्दी में पढ़ें
हम खुशीया मांगने आये है दरबार मे शेंरावाली के, दरबार में शेरावाली के, दरबार में जोतावाली के, हम खुशियां मांगने आए हैं, दरबार में शेरावाली के
Bhajan Mata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tera Jag Hai Kare Gunagaan Gajaanan Lambodar

Tera Jag Hai Karen Gungaan, Gajanan Lambodar, Lambodar Hey Lambodar, Lambodar Hey Lambodar,
Tu Jag Mein Sabse Mahan, Gajanan Lambodar, Tera Jag Hai Kare Gungaan, Gajanan Lambodar ॥

Preet Main Puje Naam Tumhara

Preet Me Puje Naam Tumhara, Ganpati Jagat Khivaiya, Shiv Nandan Ab Aaj Hamari, Paar Lagana Naiyya, Jai Gauri Ke Lala ॥

Koi Shubh Kam Ho

Koin Shubh Kaam Ho Sabse Pahle, Ganesha Ko Hum Sab Manaye, Reeti Devon Ne Iski Chalai, Iss Reeti Ko Hum Sab Nibhaye, Koin Shubh Kaam Ho Sabse Pahle, Ganesha Ko Hum Sab Manaye, Koin Shubh Kaam Ho Sabse Pahle ॥

Gajanan Gauri Ke Lala Meri Mehfil Mein Aa Jana

Gajanan Gauri Ke Lala, Meri Mehfil Mein Aa Jana, Manaye Aaj hum Tumako, Meri Mahaphil Main Aa Jana ॥

Tumhe Vandana Tumhe Vandana

Tumhe Bandana Tumhe Bandana, Hey Buddhi Ke Data, Sab Devo Ke Gyata, Tumhe Bandana Tumhe Bandana ॥