Hum Tumhare Tum Hamare Ban Gaye Ho Sanware (हम तुम्हारे तुम हमारे, बन गए हो सांवरे: भजन)


Hum Tumare Tum Hamare,
Ban Gaye Ho Saware,
Jaan Se Pyare Hame,
Jaan Se Pyare Hame,
Lagane Lage Ho Saware,
Hum Tumare Tum Hamare,
Ban Gaye Ho Saware ॥
Jab Se Dekha Hai Tumhe,
Dil Ko Koi Janchata Nahin,
Laakh Samajhaya Ise Par,
Dil Tere Bin Lagata Nahin,
Is Kadar Rag Rag Mein Meri,
Is Kadar Rag Rag Mein Meri,
Ban Gaye Ho Saware,
Hum Tumare Tum Hamare,
Ban Gaye Ho Saware ॥

Bin Tumhare Is Jaha Mein,
Aur Kuchh Bhaata Nahin,
Bin Tumhen Dekhe Kanhaiya,
Chain Ab Aata Nahin,
Jane Kaisa Jadu Mujh Par,
Kar Gaye Ho Sanware,
Hum Tumare Tum Hamare,
Ban Gaye Ho Saware ॥

Lag Gae Jo Prit Dil Ki,
Ab Chutaye Chute Nahi,
Bandhi Asi Prit Tum Sang,
Ab Kabhi Ye Tutena,
Ase Maan Mandir Main Mere,
Ban Gaye Ho Saware,
Hum Tumare Tum Hamare,
Ban Gaye Ho Saware ॥

Hum Tumare Tum Hamare,
Ban Gaye Ho Saware,
Jaan Se Pyare Hame,
Jaan Se Pyare Hame,
Lagane Lage Ho Saware,
Hum Tumare Tum Hamare,
Ban Gaye Ho Saware ॥
हम तुम्हारे तुम हमारे, बन गए हो सांवरे: भजन - हिन्दी में पढ़ें
हम तुम्हारे तुम हमारे, बन गए हो सांवरे, जान से प्यारे हमें, जान से प्यारे हमें, लगने लगे हो सांवरे, हम तुम्हारें तुम हमारे, बन गए हो सांवरे ॥
Bhajan Shri Vishnu BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam BhajanHariyali Teej Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Ek Tu Hi Hai Mera Baki Sab Hai Veham

Mere Baba Sath, Chhodna Na Tujhe Hai Kasam, Ek Tu Hi Hai Mera, Baaki Sab Hai Vaham, Mere Baba Sath, Chhodna Na Tujhe Hai Kasam ॥

Kanhaiya Se Najare Mila Ke To Dekho

Kanhaiya Se Nazre, Mila Ke to Dekho, Sanwariye Se Nazre, Mila Ke to Dekho, Dilon Jaan Inpe, Luta Ke to Dekho, Kanhaiya Se Nazren, Mila Ke to Dekho ॥

Bansi Bajake Meri Nindiya Churai

Bansi Baja Ke Meri Nindiya Churai, Ladla Kanhaiya Mera Krishn Kanhai, Kunj Gali Mein Dhoondhen Tumhe Radha Pyari