Jab Bala Ji Ke Mandir Jate Ho (जब बाला जी के मंदिर जाते हो)


Jab Bala Ji Ke Mandir Jate Ho,
Unhen Ram Ram Bhi Kaha Karo
Jab Ladduon Ka Bhog Lagate Ho,
Unhen Ram Ram Bhi Kaha Karo
Bala Ji Ke Mandir Mein, Ram Naam Jo Gate Hain
Aise Bhakt Bala Ji Ke, Man Ko Bada Hee Bhate Hain
Jab Bala Ji Ko Chola Chadhate Ho,
Unhen Ram Ram Bhi Kaha Karo
Jab Ladduon Ka Bhog Lagate Ho,
Unhen Ram Ram Bhi Kaha Karo
bhaktibharat bhajan

Sankat Mochan Ko Jo Tum,Ram Ram Ji Bulaoge
Jivan Mein Har Chhote Bade, Sankat Se Bach Jaoge
Jab Bala Ji Ko Paan Khilate Ho,
Unhen Ram Ram Bhi Kaha Karo
Jab Ladduon Ka Bhog Lagate Ho,
Unhen Ram Ram Bhi Kaha Karo

Bala Ji Ko Ram Naam,Sagar Bada Hee Pyara Hai
Ram Bhakton Ka Vo Aap,Banate Sada Sahara Hai
Jab Bala Ji Ko Sheesh Jhukate Ho,
Unhen Ram Ram Bhi Kaha Karo
Jab Ladduon Ka Bhog Lagate Ho,
Unhen Ram Ram Bhi Kaha Karo
जब बाला जी के मंदिर जाते हो - हिन्दी में पढ़ें
उन्हें राम राम भी कहा करो, जब लड्डुओं का भोग लगाते हो, उन्हें राम राम भी कहा करो
Bhajan Ram Ram BhajanShri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanRam Sita Vivah BhajanMorning Bhajan

Other Popular Jab Bala Ji Ke Mandir Jate Ho Video

By Ramesh Ji Maharaj

By Charanji

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Utho Sone Walo Sabera Hua Hai

Utho Sone Walo Sabera Hua Hai । Watan Ke Phakiron Ka Phera Hua Hai ॥ Utho Ab Nirasha Nisha Kho Rahi Hai

Adiyogi The Source Of Yoga

Door us aakash ki gehraiyon mein, Ek nadi se beh rahe hain Adiyogi...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।