Jab Jab Hum Dadiji Ka Mangalpath Karte Hai (जब जब हम दादी का, मंगल पाठ करते हैं: भजन)


Jab Jab Hum Dadiji Ka,
Mangalpath Karte Hai,
Sachhat Dhanayani Se,
Ham Baat Karte Hain ॥
Jo Mangal Path Karate Hain,
Unke Ragate Hardam Thath,
Jahan Ye Path Hota Hai,
Wahan Ho Khushiyon Ki Barasat,
Jab Jab Hum Dadiji Ka,
Mangalpath Karte Hai,
Sachhat Dhanayani Se,
Ham Baat Karte Hain ॥

Koi Chudala Lata Hai,
Koi Mehendi Lata Hai,
Koi Chunadi Lata Hai,
Koi Gajara Lata Hai,
Jab Jab Hum Dadiji Ka,
Sringar Karte Hain,
Sachhat Dhanayani Se,
Ham Baat Karte Hain ॥

Badhae Sabko Milti Hai,
Khajana Sab Koi Pate Hain,
Dadi Ji Ka Kailashi,
Milkar Lad Ladate Hain,
Jab Jab Hum Dadiji Ka,
Manuhar Karte Hain,
Sachhat Dhanayani Se,
Ham Baat Karte Hain ॥

Jab Jab Hum Dadiji Ka,
Mangalpath Karte Hai,
Sachhat Dhanayani Se,
Ham Baat Karte Hain ॥
जब जब हम दादी का, मंगल पाठ करते हैं: भजन - हिन्दी में पढ़ें
जब जब हम दादी का, मंगल पाठ करते हैं, साछात धनयाणी से, हम बात करते हैं ॥
Bhajan Navratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..