Jabalpur Mein Kali Viraji Hai (जबलपुर में काली विराजी है: भजन)


Jabalpur Mein Kali Viraji Hai,
Tarse Mori Aankhiyan,
De Darshan Is Laal Ko,
Jo Aaun Tori Duariya ॥
Are Bhagatan Kho Darshan Debe Le Laane,
Gadha Phatak Mein Dikhani Hai,
Jabalpur Mein Kali Viraji Hai,
Jabalpur Mein Kali Viraji Hai ॥

Are Rogi Khon Kaaya,
Nirdhan Kho Maya,
Deti Maat Bhawani Hai,
Jabalpur Mein Kali Viraji Hai ॥

Are Danav Dalan Kare,
Dushta Kho Maare,
Aasi Maa Kalyani Hai,
Jabalpur Mein Kali Viraji Hai ॥

Are Tu Hi Sharda,
Tu Hi bhawani,
Tu Jag Ki Rakhwali Hai,
Jabalpur Mein Kali Viraji Hai ॥

Are Saath Jor Sab,
Arji Lagawe,
Dwar Pe Sab Nar Naari Hai,
Jabalpur Mein Kali Viraji Hai ॥

Are Bhagtan Kho darshan Debe Le Lane,
Gadha Phatak Mein Dikhani Hai,
Jabalpur Mein Kali Viraji Hai,
Jabalpur Mein Kali Viraji Hai ॥
जबलपुर में काली विराजी है: भजन - हिन्दी में पढ़ें
जबलपुर में काली विराजी है, तरसे मोरी अंखियां, दे दर्शन इस लाल को, जो आऊं तोरि दुअरिया ॥
Bhajan Mata Rani BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe BhajanMata Ki Bhajan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shri Ram Jay Ram Jay Jay Ram Dhun

Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram, Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram..

Jal Jaaye Jihwa Papini, Ram Ke Bina

Ram Bina Nar Aise Jaise, Ashv Lagaam Bina । Jal Jaaye Jihwa Papini

Ram Tum Bade Dayalu Ho

Ram Tum Bade Dayalu Ho, Nath Tum Bade Dayalu Ho, Hari Ji Tum Bade Dayalu Ho ॥

Janaki Stuti - Bhai Pragat Kumari

Bhai Pragat Kumari Bhoomi-vidari Jan Hitkari Bhayhari । Atulit Chhabi Bhari

Sita Sita Sita Ram Gaiye

Sita Sita Sita Ram Gaiye, Chahe, Radhe Radhe Radhe Shyam Gaiye, Sita Ram Gaiye