Jagadish Gyan Data: Prarthana (जगदीश ज्ञान दाता: प्रार्थना)


Jagadish Gyan Data, Sukh Mool Shokhari ।
Bhagwan ! Tumheen Sada Ho, Nishpaksh Nyaykari ॥
Sab Kaal Sarv Gyata, Savita Pita Vidhata ।
Sab Mein Rame Hue Ho, Vishwa Ke Bihari ॥

Kar Do Balishth Aatma, Ghabrayen Na Duhkhon Se ।
Kathinaiyon Ka Jisase, Tar Jayen Sindhu Bhari ॥

Nishchay Daya Karoge, Hum Mangte Yahi Hain ।
Hamko Mile Swayam Hi, Uthne Ki Shakti Sari ॥

Jagadish Gyan Data, Sukh Mool Shokhari ।
Bhagwan ! Tumheen Sada Ho, Nishpaksh Nyaykari ॥
जगदीश ज्ञान दाता: प्रार्थना - हिन्दी में पढ़ें
जगदीश ज्ञान दाता, सुख मूल शोकहारी । भगवन् ! तुम्हीं सदा हो..
Bhajan Arya Samaj BhajanVed BhajanVedic BhajanHawan BhajanYagya BhajanMotivational BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanPrarthana BhajanVandana BhajanJain BhajanJainism BhajanSchool BhajanInspirational BhajanShanti Dham BhajanGayatri BhajanGayatri Paiwar BhajanAWGP Pragya Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Ram Nam Ke Heere Moti

Ram Nam Ke Heere Moti, Main Bikhraun Gali Gali । Krishn Nam Ke Heere Moti, Main Bikhraun Gali Gali ।

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Lanka Mein Baj Gaya Re Danka Shree Ram Ka

Mein Maa Anjani Ka Lala Shree Ram Bhakt Matvala, Mera Sota Chal Gaya Re Baja Danka Ram Ka, Lanka Mein Baj Gaya Re Danka Shree Ram Ka ॥

Rom Rom Mein Jiske Shri Ram Samaya Hai

Rom Rom Mein Jiske, Shri Ram Samaya Hai, Aaj Usi Bajrang Ka, Ye Utsav Aaya Hai ॥

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..