Jagannath Swami Prabhu Neelachal Ke Nath (जगन्नाथ स्वामी प्रभु नीलांचल के नाथ - भजन)


Jagannath Swami Prabhu Nilanchal Ke Nath,
Sun Lo Pukar Prabhu Nilanchal Ke Nath॥
Chaka Nain Chhavi Hai Pyari,
Ja Par Jaaun Main Balihari.
Darshan Do Ek Bar,
Prabhu Nilanchal Ke Nath॥
Bhaktibharat Lyrics

Nilachal Ki Raah Dikha Do,
Apne Dar Ki Dhul Bana Do.
Rakh Lo Prabhu Apne Sath,
Prabhu Nilanchal Ke Nath॥

Patit Paavan Naam Tumhara,
Tu Hi Mera Ek Sahara.
Ram Shyam Ka Thamo Hath,
Prabhu Nilanchal Ke Nath॥
जगन्नाथ स्वामी प्रभु नीलांचल के नाथ - भजन - हिन्दी में पढ़ें
जगन्नाथ स्वामी प्रभु नीलांचल के नाथ, सुन लो पुकार प्रभु नीलांचल के नाथ॥
Bhajan Neelachal Ke Nath BhajanJagannath BhajanPuri BhajanJagannath Swami BhajanChaka Nayan BhajanRath Yatra BhajanPuri Mandir BhajanJag Ke Palan Har Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ganesh Bhajan

Famous Shri Ganesh Bhajans sung in Shri Ganesh Temple, Vinayaka Temple, Ganeshotsav, Ganesh Chaturthi, auspicious time, auspicious work and planetary entry..

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Deva Ho Deva Ganpati Deva

Ganpati Bappa Morya, Mangal Murthy Morya, Ganpati Bappa Morya, Mangal Murti Morya ॥

Ho Jinki Pratham Pooja Bhagwan Wo Nyare Hai

Ho Jinki Pratham Pooja Bhagwan Vo Nyare Hain, Gaura Ke Dulare Hain Mahadev Ke Pyare Hain॥