Jai Jag Janani Maa Bhawani Maiya Sharda Ho Maa (जय जगजननी माँ, भवानी मैय्या शारदा हो माँ - भजन)


Jai Jag Janani Maa,
Bhawani Maiya Sharda Ho Maa,
Ambe Jagadambe Jagadambike,
Jag Ki Palanhar,
Bhawani Maiya Sharada Ho Maa,
Jai Jag Janani Maa,
Bhawani Maiyya Sharda Ho Maa ॥
Navdurga Maa Mangalakari,
Sinhasawari Sab Pe Bhari,
Shaktisali Apar,
Bhawani Maiya,
Unchi Pahadi Pe Dwar,
Bhawani Maiyya Saharda Ho Maa,
Jay Jagjanani Maa,
Bhawani Maiyya Sharda Ho Maa ॥

Navdurge Maa Naurup Tere,
Naurangi Maa Naurang Tere,
Lila Aprampar,
O Maiyya Teri,
Mahima Aprampar,
Bhawani Maiyya Saharda Ho Maa,
Jay Jagjanani Maa,
Bhawani Maiyya Sharda Ho Maa ॥

Ashvin Chaitr Mahina Aave,
Nauratri Ke Nau Din Aave,
Mela Lage Tere Dwar,
Bhawani Maiyya,
Bhagat Kare Jaykar,
Bhawani Maiyya Saharda Ho Maa,
Jay Jagjanani Maa,
Bhawani Maiyya Sharda Ho Maa ॥

Bhagato Ki Maa Sunalo Arajiya,
Daude Daude Aaye Maiyya Teri Madhiyan,
Dhan Ke Bharo Bhandar,
Bhawani Maiyya,
Harlo klesh Bikar,
Bhawani Maiyya Saharda Ho Maa,
Jay Jagjanani Maa,
Bhawani Maiyya Sharda Ho Maa ॥

Jai Jag Janani Maa,
Bhawani Maiya Sharda Ho Maa,
Ambe Jagadambe Jagadambike,
Jag Ki Palanhar,
Bhawani Maiya Sharada Ho Maa,
Jai Jag Janani Maa,
Bhawani Maiyya Sharda Ho Maa ॥
जय जगजननी माँ, भवानी मैय्या शारदा हो माँ - भजन - हिन्दी में पढ़ें
जय जगजननी माँ, भवानी मैय्या शारदा हो माँ, अंबे जगदंबे जगदंबिके, जग की पालनहार, भवानी मैय्या शारदा हो माँ, जय जगजननी मां, भवानी मैय्या शारदा हो माँ ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Ek Din Bole Prabhu Ramchandra

Ek Din Bole Prabhu Ramchandra, Main Mann Ki Baat Batata Hoon, Tum Lete Raho Hanuman Yahan, Main Tere Charan Dabaata Hoon ॥

Murakh Bande Kya Hai Re Jag Me Tera

O Murakh Bande, Kya Hai Re Jag Me Tera, Ye to Sab Jhootha Sapna Hai, Ye to Sab Jhootha Sapna Hai, Kya Tera Kya Mera,
Murakh Bande, Kya Hai Re Jag Me Tera ॥

Kevat Ram Ka Bhakt Hai

Kevat Ram Ka Bhakt Hai, Donon Charanon Ko Dhona Padega, Jal Sarayu Ka Gahara Bhi Hai,
Paar Usako Lagaana Padega, Kevat Ram Ka Bhakt Hai, Donon Charanon Ko Dhona Padega ॥