Jai Raghunandan Jai Siya Ram Bhajan (जय रघुनन्दन, जय सिया राम: भजन)


Jai Raghunandan, Jai Siya Ram ।
Bhajman Pyare, Jai Siya Ram ।
Jai Raghunandan, Jai Siya Ram ।
Bhajman Pyare, Jai Siya Ram ।

Aadi Ram, Anant Hai Ram ।
Sat Chit Aur, Anant Hai Ram ।
॥ Jai Raghunandan… ॥

Hanuman Ke Swami Ram ।
Deenan Ke Duhkh Haari Ram ।
॥ Jai Raghunandan… ॥

Maryada Purshotam Ram ।
Puran Bramh Sanatan Ram ।
॥ Jai Raghunandan… ॥

Tulsi Sut Tulsi Ke Ram ।
Karuna Kar Bhakton Ke Ram ।
॥ Jai Raghunandan… ॥

Jai Siya Ram Jai Jai Siya Ram
जय रघुनन्दन, जय सिया राम: भजन - हिन्दी में पढ़ें
जय रघुनन्दन, जय सिया राम। भजमन प्यारे, जय सिया राम।
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanJagjit Singh Bhajan

Other Popular Jai Raghunandan Jai Siya Ram Bhajan Video

By Uday Majumdar and Hariharan

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Sar Ko Jhukalo Sherawali Ko Manalo

Sar Ko Jhukalo, Sheravali Ko Manalo, Chalo Darshan Palo Chal Ke..

Var De Veena Vadini Var De: Saraswati Vandana

Var De, Veenavadini Var De । Priya Swatantra Rav, Amrit Mantra Nav Bharat Mein Bhar De ।

Jinka Maiya Ji Ke Charno Se Sabandh Hogaya

Jinka Maiya Ji Ke Charnon Se Sambandh Ho Gaya । Unke Ghar Mein Anand Hi Anand Ho Gaya ॥

Maiya Ko Apne Ghar Bulayenge

Maiya Ko Apne Ghar Bulayenge, Saare Milakar Maa Ka Laad Ladaenge ॥

Bhajan: Kabhi Ram Banake Kabhi Shyam Banake

Popular bhajan prominently sing during Shri Ram Navami, Vijay Dashami, Sunderkand...