Jaipur Ki Chunariya Me Layi Sherawaliye (जयपुर की चुनरिया मैं लाई शेरावालिये - भजन)


Jaipur Ki Chunariya,
Main Lai Sherawaliye,
Jaipur Ki Chunariya,
Main Lai Sherawaliye ।
Agra Se Lahanga,
Jaipur Se Chunariya,
Dilli Ke Daribe Se Lai,
Sitare Sherawaliye,
Jaipur Ki Chunariya,
Main Lai Sherawaliye ।

Kalkatte Se Nathli Lai,
Jhumka Lai Bareli Se,
Aur Phirojabad Se Chudi Lai,
Pahano Sherawaliye,
Jaipur Ki Chunariya,
Main Lai Sherawaliye ।

Kangde Se Sindoor Lai,
Kajra Lai Merath Ka,
Maalva Se Mehndi Lai,
Lagao Sherawaliye,
Jaipur Ki Chunariya,
Main Lai Sherawaliye ।

Gujarati Kardhan Le Aai,
Bichhiya Bikaner Se,
Aur Punjabi Paajeb Le Aai,
Pahano Sherawaliye,
Jaipur Ki Chunariya,
Main Lai Sherawaliye ।

Allahabad Se Amrood Lai,
Pede Lai Mathura Se,
Aur Kandahari Anar Le Aai,
Bhog Lagao Sherawaliye,
Jaipur Ki Chunariya,
Main Lai Sherawaliye ।
जयपुर की चुनरिया मैं लाई शेरावालिये - भजन - हिन्दी में पढ़ें
जयपुर की चुनरिया, मैं लाई शेरावालिये, आगरा से लहंगा, जयपुर से चुनरिया...
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanLajwanti Pathak Bhajan

Other Popular Jaipur Ki Chunariya Me Layi Sherawaliye Video

Preeti Sharma

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Deva Ho Deva Ganpati Deva

Ganpati Bappa Morya, Mangal Murthy Morya, Ganpati Bappa Morya, Mangal Murti Morya ॥

Ho Jinki Pratham Pooja Bhagwan Wo Nyare Hai

Ho Jinki Pratham Pooja Bhagwan Vo Nyare Hain, Gaura Ke Dulare Hain Mahadev Ke Pyare Hain॥

Girija Ke Chheya Ganpati Tumhe Pukaru

Girija Ke Chheya, Ganpati Tumhe Pukaru, Poojun Main Tumhe, Aarati Teri Utarun, Girija Ke Chheya ॥

Mahalaxmi Jaap Karo

Mahalakshmi Jaap Karo Subah Sham Aathon Yaam, Ashta Lakshmi Jaap Karo Subah Sham Aathon Yaam

Mere Mohan Tera Muskurana

Mere Mohan Tera Muskurana, Bhool Jaane Ke Kabil Nahin Hai, Chot Khayee Hai Jo Mainne Dil Mein, Vo Dikhane Ke Kabil Nahin Hai