Janam Utsav Aapka Hum Aaj (जन्म उत्सव आपका हम,आज - भजन)


Janam Utsav Aapka Hum Aaj,
Aaj Manayenge,
Jhumenge Nachenge Hum,
Khusiyan Manayenge,
Ki Happy Returns Of The Day,
Kanhaiya Happy Birthday,
Ki Happy Returns Of The Day,
Kanhaiya Happy Birthday ॥
Chandan Ki Choki Pe Hum,
Kanha Tumhai Bithayenge,
Ganga Ke Pawan Jal Se,
Kanha Tumhai Nahlayenge,
Bawo Ke Pusho Se Hum,
Kanha Tumhai Sajayenge,
Najar Kahi Na Lag Jaye,
Kala Tika Lagayenge,
Srungar Bada Hi Pawan Hai,
Lagta Hai Bada Maanbhawan Hai,
Kesariya Baga Tumhai,
Kanha Pahanayenge,
Jhumenge Nachenge Hum,
Khusiyan Manayenge,
Ki Happy Returns Of The Day,
Kanhaiya Happy Birthday,
Ki Happy Returns Of The Day,
Kanhaiya Happy Birthday ॥

Rango Aur Gubbaron Se,
Ham Darabar Sajaenge,
Mewe Aur Malai Ka,
Kanha Cake Banaenge,
chocolate Tophiyan Layenge,
Khushiyon Ke Deep Jalaenge,
Chote Chote Haathon Se,
Tumhai Cake Khilayenge,
Jhumenge Nachenge Hum,
Khusiyan Manayenge,
Ki Happy Returns Of The Day,
Kanhaiya Happy Birthday,
Ki Happy Returns Of The Day,
Kanhaiya Happy Birthday ॥

Swarg Se Devi Dev Bhi,
Celebration Mein Aaye Hain,
Apane Sang Mein Sanware,
Gift Pack Bhi Laye Hain,
Upahar Prem Ka Jo Laye,
Kanha Ke Janm Ko Wo Bhaye,
Bhajano Ka Ek Pushp ‘Mohit’,
Charanon Mein Chadhaenge ॥

Jhumenge Nachenge Hum,
Khusiyan Manayenge,
Ki Happy Returns Of The Day,
Kanhaiya Happy Birthday,
Ki Happy Returns Of The Day,
Kanhaiya Happy Birthday ॥

Janam Utsav Aapka Hum Aaj,
Aaj Manayenge,
Jhumenge Nachenge Hum,
Khusiyan Manayenge,
Ki Happy Returns Of The Day,
Kanhaiya Happy Birthday,
Ki Happy Returns Of The Day,
Kanhaiya Happy Birthday ॥
जन्म उत्सव आपका हम,आज - भजन - हिन्दी में पढ़ें
जन्म उत्सव आपका हम, आज मनाएंगे, झूमेंगे नाचेंगे हम, खुशियां मनाएंगे, की हैप्पी रिटर्न्स ऑफ़ द डे, कन्हैया हैप्पी बर्थडे, की हैप्पी रिटर्न्स ऑफ़ द डे, कन्हैया हैप्पी बर्थडे ॥
Bhajan Shri Vishnu BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam Bhajan

Other Popular Janam Utsav Aapka Hum Aaj Video

Sabse Unchi Prem Sagai By Jaya Kishori

Sabse Unchi Prem Sagai By Shri Devkinandan Thakur Ji

Sabse Unchi Prem Sagai Srishti Bhandari

Sabse Unchi Prem Sagai By Varsha Shrivastava

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Rakho Hath Dhal Talwar Majbuti Jagdamba

Rakho Hath Dhal Talwar Muth Majbuti, Muth Majbuti E Dharde Re Jagdamba, Raajputon Mein Majbuti...

Thari Chakari Karungo Din Raat Banalyo Mhane Chakariyo

Thari Chakari Karungo Din Raat, Banalyo Mhaane Chaakriyo, Thaari Seva Karungo Din Raat, Banalyo Mhaane Chaakriyo, Chaakriyo E Dadi Sevkiyo, Thaaran Gun Gaoon Din Raat, Banalyo Mhaane Chaakriyo ॥

Jis Bhajan Mein Ram Ka Nam Na Ho

Jis Bhajan Mein Ram Ka Naam Na Ho, Us Bhajan Ko Gana Na Chahiye |..

Ram Hi Paar Lagavenge

Aji Main to Ram Hi Ram Bhajoon Ri Mere Ram, Ram Hi Paar Lagavenge..

Jaise Tum Sita Ke Ram

Jaise Tum Sita Ke Ram, Jaise Lakshman Ke Samman, Jaise Hanumat Ke Bhagwan