Janme Avadh Me Ram Mangal Gao Ri (जन्मे अवध में राम मंगल गाओ री - भजन)


Janme Avadh Mein Ram Mangal Gao Ri
Do Sabko Ye Paigam Ghar Ghar Jao Ri
Janme Avadh Mein Ram Mangal Gao Ri
Kaushalya Rani Ko Sab Do Badhai
Aai Re Aai Ghadi Shubh Ye Aai
Milake Chalo Raghu Dham
Sang Mere Aao Ri
Milake Chalo Raghu Dham
Sang Mere Aao Ri

Janme Avadh Mein Ram Mangal Gao Ri
Do Sabko Ye Paigam Ghar Ghar Jao Ri

Ram Lala Ke Darshan Karlo
Pag Pankaj Pe Matha Dharlo
Pavan Hai Inka Naam
Pal Pal Dhyao Ri
Pavan Hai Inka Naam
Pal Pal Dhyao Ri

Janme Avadh Mein Ram Mangal Gao Ri
Do Sabko Ye Paigam Ghar Ghar Jao Ri

Dashrath Ke Angana Baji Shahanai
Dulhan Ke Jaisi Ayodhya Sajai
Khushiyon Ki Hai Ye Shaam
Deep Jalao Ri
Khushiyon Ki Hai Ye Shaam
Deep Jalao Ri

Janme Avadh Mein Ram Mangal Gao Ri
Do Sabko Ye Paigam Ghar Ghar Jao Ri
जन्मे अवध में राम मंगल गाओ री - भजन - हिन्दी में पढ़ें
जिस भजन में राम का नाम ना हो, उस भजन को गाना ना चाहिए।..
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah BhajanShri Vishnu BhajanTripti Shaqya Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Bhor Bhai Din Chad Gaya Meri Ambey

Bhor Bhai Din Chadh Gaya Meri Ambey, Ho Rahi Jai Jai Kar Mandir Vich Aarti Jai Maa ।

Kabhi Fursat Ho To Jagdambe

Kabhi Phursat Ho to Jagdambe, Nirdhan Ke Ghar Bhi Aa Jana । Jo Rookha Sookha Diya Hamen

Mujhe Dar Par Bula Le Ek Baar

Chitthi Likhi Hai Mainne, Ansuon Ki Syahi Se, Pahuncha Dena Sandesha Mera, Kisi Rahi Se।

Phool Dei, Chamma Dei Geet

Kya Kya Kamaya Humne, Aao Hisab Kar Le, Duniya Ki Baat Chhode, Apni Kitab Padh Le...