Japte Hai Ram Ki Mala Hanuman (जपते है राम की माला माला हनुमान - भजन)


Japte Hai Ram Ki Mala Mala,
Ram Dulare Hanuman ॥
Din Na Dekhe Raat Na Dekhe,
Bas Phere Ram Ki Mala,
Ram Ramaye Hraday Basaye,
Ram Rang Main To Khud Ko Rang Dala,
Charanon Main Ram Ka Thikana Dale,
Bethe Hai hanuman,
Japte Hai Ram Ki Mala Mala,
Ram Dulare Hanuman ॥

Raj Na Chahe Path Na Chahe,
Bas Karna Chahe Ram Ki Sewa,
Na Sona Chandi Na Hira Moti,
Chahate Hai Ram Ki Bhakti Bhakti,
Anjani Laal Hanuman,
Japte Hai Ram Ki Mala Mala,
Ram Dulare Hanuman ॥

Jahaan Kirtan Prabhu Ram Ka,
Vahaan Lagata Hai Inaka To Dera,
Jisane Ram Ko Maan Se Dhyaaya,
Unaka Kaata Hai Bhav Ka To Phera,
Jo Ram Naam Ko Japata Ratata,
Japte Hai Ram Ki Mala Mala,
Ram Dulare Hanuman ॥

Ram Ke Sare Kaaj Saware,
Ram Hraday Se Apane Lagaye,
Ram Ke Naam Ka Tilak Lagaya,
Chola Ram Ke Naam Ka Odhae,
Chandan Ye Ram Ke Naam Ka ghisata,
Ram Ka Pyaara Hanuman,
Japte Hai Ram Ki Mala Mala,
Ram Dulare Hanuman ॥

Japte Hai Ram Ki Mala Mala,
Ram Dulare Hanuman ॥
जपते है राम की माला माला हनुमान - भजन - हिन्दी में पढ़ें
जपते है राम की माला माला, राम दुलारे हनुमान ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Raghupati Raghav Raja Ram

Raghupati Raghava RajaRam, Patita Paavana SitaRam ॥ Sunder Vigraha MeghaShyam, Ganga Tulsi Shalagram ॥

Vaishnav Jan To Tene Kahiye Je

Vaishnav Jan To, Tene Kahiye Je, Peed Paraaye Jaane Re। Par Dukkhe Upkaar Kare Toye, Man Abhiman Na Anne Re...

Maa Tere Lal Bulaye Aaja

Maan Tere Lal Bulaye Aaja, Sunle Bhakto Ki Sadaye Aaja, Maan Tere Lal Bulaye Aaja, Sunle Bhakto Ki Sadaye Aaja ॥