Jeen Bhawani Maa (जिन भवानी माँ - भजन)


Jin Bhawani Maan,
Thari Mahima Nyari Hai,
Thane Puje Duniya Saari Hai ॥
Mamtamayi Meri Maan,
Karuna Mayi Meri Maan,
Mhe Balak Ha Nadan,
Hey Budhdi Mati Mata,
Hey Jagmati Mata,
Mhe Nirgun Dayo the Gyan,
Aanand Kar Dayo Maan,
Jag Vikhyat Thari Datari Hai,
Thane Puje Duniya Saari Hai,
Jin Bhawani Maan,
Thari Mahima Nyari Hai ॥

Hey Jag Patrani Maan,
The Ho Kalyani Maan,
Araj Sweekar Karo,
Hey Shakti Pradayani Maan,
Hey Bhakti Pradayani Maan,
Sukh Su Yash Pradan Karo,
Mhe Taabar Thara,
Tu Hi Kul Ki Dhaniyani Hai,
Thane Puje Duniya Saari Hai,
Jin Bhawani Maan,
Thari Mahima Nyari Hai ॥

Marudhar Me Goriya Dham,
Teerath Banyo Mahan,
Bathe the Birajo Ho,
Saage Harsh Bhairo Ji,
Kaate Kast Sake Ji,
Sabka Kaaraj Saadho Ho,
Nirmal Bole Maan,
Tu to Bhakta Ki Hitkaari Hai,
Thane Puje Duniya Saari Hai,
Jin Bhawani Maan,
Thari Mahima Nyari Hai ॥

Jin Bhawani Maan,
Thari Mahima Nyari Hai,
Thane Puje Duniya Saari Hai ॥
जिन भवानी माँ - भजन - हिन्दी में पढ़ें
जिन भवानी माँ, थारी महिमा न्यारी है, थाने पुजे दुनिया सारी है ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan

Other Popular Jeen Bhawani Maa Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Deva Ho Deva Ganpati Deva

Ganpati Bappa Morya, Mangal Murthy Morya, Ganpati Bappa Morya, Mangal Murti Morya ॥

Tum Bhi Bolo Ganpati Aur Hum Bhi Bole Ganpati

Maaniye Pahale Gajanan, Gajvadan Hey Ganapati, Jisne Bhi Dil Se Pukara, Dukhharan Hey Ganpati, Jisne Bhi Dil Se Pukara, Dukhharan Hey Ganpati, Tum Bhi Bolo Ganpati, Aur Hum Bhi Bole Ganpati ॥

Apna Hai Seth Ganpati Lala

Apna Hai Seth Ganpati Lala, Shiv Shankar Sut Dev Ganapati, Devo Mein Balakare, Sabase Pahale Tera Sumiran, Karati Duniya Sari, Devo Mein Dev Hai Niraala, Apna Hai Seth Ganpati Lala ॥

Gauri Ke Ladle

Gauri Ke Ladle, Mahima Teri Mahan, Karta Hai Sabse Pahale, Pooja Teri Jahan, Gauri Ke Ladle, Mahima Teri Mahan ॥

Padharo Mhare Angana Ji

Aao Aao Ganpati Maharaj, Padharo Mhare Angna Ji, Kabse Rasta Rahe Hai Nihar, Kabse Rasta Rahe Hai Nihar, Padharo Mhare Angna Ji, Aao Aao Ganpati Maharaj, Padharo Mhare Angna Ji ॥