Jhunjhunu Wali Dadi Mamta Ki Murat Hai (झुंझुनू वाली दादी, ममता की मूरत है - भजन)


Jhunjhunu Wali Dadi,
Mamta Ki Murat Hai,
Sare Jag Se Dadi Maa,
Teri Pyari Surat Hai,
Jhunjhunu Wali Dadi,
Mamta Ki Murat Hai ॥
Jisne Jo Bhi Manga,
Dadi Tumse Paya,
Har Pal Rehti Dadi,
Teri Mamta Ki Chaya,
Har Janam Mein Dadi Maa,
Hame Teri Jarurat Hai,
Jhunjhunu Wali Dadi,
Mamta Ki Murat Hai ॥

Hai Amar Suhagan Maa,
Jag Ki Sethani Hai,
Hum Din Dukhi Dar Ke,
Tu Jag Ghaniyani Hai,
Tumse Hi Stusthi Maa,
Ye Sari Kudrat Hai,
Jhunjhunu Wali Dadi,
Mamta Ki Murat Hai ॥

Srungar Ki Sobha Maa,
Lagti Badi Pyari Hai,
Sar Pe Chundi Haanthn,
Mehendi Ki Laali Hai,
‘Kundan’ Kahe Dadi Se,
Tu Sansar Ki Purak Hai,
Jhunjhunu Wali Dadi,
Mamta Ki Murat Hai ॥

Jhunjhunu Wali Dadi,
Mamta Ki Murat Hai,
Sare Jag Se Dadi Maa,
Teri Pyari Surat Hai,
Jhunjhunu Wali Dadi,
Mamta Ki Murat Hai ॥
झुंझुनू वाली दादी, ममता की मूरत है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
झुंझुनू वाली दादी, ममता की मूरत है, सारे जग से दादी माँ, तेरी प्यारी सूरत है, झुंझनू वाली दादी, ममता की मूरत है ॥
Bhajan Mata Rani BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe BhajanMata Ki Bhajan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Raja Ram Aaiye Mere Bhojan Ka Bhog Lagaiye

Raja Ram Aaiye, Prabhu Ram Aaiye, Mere Bhojan Ka, Bhog Lagaiye ॥

Jape Ja Tu Bande Subah Aur Sham

Jape Ja Tu Bande, Subhah Aur Shaam, Shree Ram Jay Ram, Jay Jay Ram, Shree Ram Jay Ram, Jay Jay Ram ॥

Katha Ram Ji Ki Hai Kalyankari

Katha Ram Ji Ki Hai Kalyankari, Magar Ye Karega Ashar Dhire Dhire, Ahankar Mad Moh Phela Jo Bhitar, Utaregi Sara Jahar Dhire Dhire, Katha Ram Ji Ki Hai Kalyankari, Magar Ye Karega Ashar Dhire Dhire ॥

Raksha Karo Mere Ram

Raksha Karo Mere Ram, Raksha Karon Mere Ram, Man Ki Lagi Hai Tumse Hi Bhagwan, Man Ki Lagi Hai Tumse Hi Bhagwan, Poojun Tum Subah Shaam, Raksha Karo Meren Ram, Raksha Karo Meren Ram ॥