Jis Bhajan Mein Ram Ka Nam Na Ho (जिस भजन में राम का नाम ना हो: भजन)


Jis Bhajan Mein Ram Ka Naam Na Ho,
Us Bhajan Ko Gana Na Chahiye ॥
Chahe Beta Kitna Pyara Ho,
Use Sir Pe Chadhana Na Chahiye,
Chahe Beti Kitni Ladli Ho,
Ghar Ghar Ne Ghumana Na Chahiye,
Jis Bhajan Mein Ram Ka Naam Na Hon,
Us Bhajan Ko Gana Na Chahiye ॥

Jis Maa Ne Hum Ko Janam Diya,
Dil Uska Dukhana Na Chahiye,
Jis Pita Ne Ham Ko Pala Hai,
Use Kabhi Rulana Na Chahiye,
Jis Bhajan Mein Ram Ka Naam Na Hon,
Us Bhajan Ko Gana Na Chahiye ॥

Chahe Patni Kitni Pyari Ho,
Use Bhed Batana Na Chahiye,
Chahe Maiya Kitni Bairi Ho,
Use Raaz Chupana Na Chahiye,
Jis Bhajan Mein Ram Ka Naam Na Hon,
Us Bhajan Ko Gana Na Chahiye ॥

Jis Bhajan Mein Ram Ka Naam Na Ho,
Us Bhajan Ko Gana Na Chahiye ॥
जिस भजन में राम का नाम ना हो: भजन - हिन्दी में पढ़ें
जिस भजन में राम का नाम ना हो, उस भजन को गाना ना चाहिए।..
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah BhajanShri Vishnu BhajanTripti Shaqya Bhajan

Other Popular Jis Bhajan Mein Ram Ka Nam Na Ho Video

Jis Bhajan Mein Ram Ka Nam Na Ho By Chintu Sewak

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Pyaro Vrindavan

Shayama hriday kamal so pragtyo, Shayama hriday kamal so pragtyo, Shayam haday ku bhaye, Vrindavan pyaro vrindavan...

Ik Din Vo Bhole Bhandari Banke Braj Ki Nari

Ik Din Vo Bhole Bhandari, Ban Karake Braj Ki Naari, Braj Mein Aa Gae | Ek Din Woh Bhole Bhandari Bhajan Lyrics in Hindi And English

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja, Uska Hi Uddhar Hua । Ant Kaal Ko Bhavasagar Mein, Uska Beda Paar Hua

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath, Teeno Lok Mein Tu Hi Tu । Shraddha Suman Mera, Man Belapatri...

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Me Bhakto

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Mein Bhakto, Har Har Har Mahadev Kee Jay Ho ।