Jis Desh Mein Jis Vesh Main Raho (जिस देश में, जिस भेष में, जिस धाम में रहो - भजन)


Jis Desh Mein, Jis Bhesh Mein, Jis Dham Mein Raho
Radha Raman, Radha Raman, Radha Raman Kaho
Jis Dham Mein, Jis Kaam Mein, Jis Naam Mein Raho
Radha Raman, Radha Raman, Radha Raman Kaho

Jis Rang Mein, Jis Sang Mein, Jis Dhang Mein Raho
Radha Raman, Radha Raman, Radha Raman Kaho

Jis Rog Mein, Jis Bhog Mein, Jis Yog Mein Raho
Radha Raman, Radha Raman, Radha Raman Kaho

Jis Hal Mein, Jis Chal Mein, Jis Kal Mein Raho
Radha Raman, Radha Raman, Radha Raman Kaho

Jis Dhyan Mein, Jis Gyan Mein, Paridhan Mein Raho
Radha Raman, Radha Raman, Radha Raman Kaho
जिस देश में, जिस भेष में, जिस धाम में रहो - भजन - हिन्दी में पढ़ें
जिस देश में, जिस भेष में, जिस धाम में रहो, राधा रमण, राधा रमण, राधा रमण कहो..
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanPhalguna BhajanIskcon BhajanShri Shyam BhajanRadha Krishna Bhajan

Other Popular Jis Desh Mein Jis Vesh Main Raho Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Manao Ji Ganesh Bhakto

Gaura Mata Di Akh Da Tara, Shiv Shankar da Rajdulara, Manao Ji Ganesh Bhakto, Manao Ji Ganesh Bhakton ॥

Jai Jai Gouri Lalan

Jai Jai Gouri Lalan, Jai Jai Ho Gajbadan, Ekadanta Tera Ga Rahe Hai Bhajan, Gauri Nandan Tumhai Ghar Mein Layenge Hum, Deva Mandir Tera Sajayenge Hum ॥

Darshan Ko Tere Aaya

Darshan Ko Tere Aaya, Sab Dev Teri Maya, Pooja Karenge Teri, Sewa Karenge Teri ॥

Mhare Ghar Mein Aaj Padharo Ji Gananayak Maharaj

Mhare Ghar Mein Aaj Padharo Ji, Gannayak Maharaj, Mhara Gannaayak Maharaj, Mhara Lambodar Maharaj, Mhara Sagala Kaj Sudharo Ji, Gannayak Maharaj, Mhare Ghar Mein Aaj Padharo Ji, Gannayak Maharaj ॥

Bega Sa Padharo Ji Sabha Mein Mhare Aao Ganraj

Bega Sa Padharo Ji, Sabha Mein Mhare Aao Ganraj, The Bega Padharo Ji ॥