Jisko Ram Naam Ratna Pasand Hai (जिसको राम नाम रटना पसन्द है: भजन)


Jisko Ram Naam Ratna Pasand Hai,
Usko Har Ghadi Anand Hi Anand Hai ॥
Sirph Naam Dega Sahaara,
Jhoothi Duniya Se Karle Kinaara,
Ram Ji Ki Raja Mein Jo Rajamand Hai,
Usko Har Ghadi Anand Hi Anand Hai.
Jiskon Ram Naam Ratna Pasand Hai,
Usko Har Ghadi Anand Hi Anand Hai ॥

Man Ke Mandir Mein Ram Ko Basa Lo,
Apni Mukti Ka Rasta Bana Lo,
Jiske Kat Jaate Chorasi Phand Hai,
Usko Har Ghadi Anand Hi Anand Hai.
Jiskon Ram Naam Ratna Pasand Hai,
Usko Har Ghadi Anand Hi Anand Hai ॥

Swarg Jaane Ki Ichchha Na Hoti,
Mukti Paane Ki Ichchha Na Hoti,
Bhav Bhakti Se Milta Parmanand Hai,
Usko Har Ghadi Anand Hi Anand Hai.
Jiskon Ram Naam Ratna Pasand Hai,
Usko Har Ghadi Anand Hi Anand Hai ॥

Jisko Ram Naam Ratna Pasand Hai,
Usko Har Ghadi Anand Hi Anand Hai ॥
जिसको राम नाम रटना पसन्द है: भजन - हिन्दी में पढ़ें
जिसको राम नाम रटना पसन्द है, उसको हर घड़ी आनंद ही आनंद है ॥
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanRam Mandir BhajanRam Naam Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Bhola Bhala Tu Anjani Ka Lala

Bhola Bhala Tu Anjani Ka Lala, Hai Bajarang Bala, Bada Tera Naam Hai, Ki Tere Hrday Mein Base Siyaram Hai, Matavala Hai Sankat Tala, Bhakton Ka Rakhavala, Pavan Tera Dhaam Hai, Ki Tere Hrday Mein Base Siyaram Hai ॥

Teri Surat Pe Jaun Balihari Rasiya

Teri Surat Pe Jaun Balihar Rasiya, Main to Nachungi Tere Darbar Rasiya ॥

Dard Kisako Dikhaun Kanaiya

Dard Kiskon Dikhaun Kanhaiya, Koi Hamdard Tumsa Nahin Hai ॥ Duniya Wale Namak Hai Chhidakte |