Jo Prem Gali Me Aaye Nahi (जो प्रेम गली में आए नहीं: भजन)


Jo Prem Gali Mein Aaye Nahin,
Priyatam Ka Thikana Kya Jane,
Jisne Kabhi Prem Kiya Hi Nahin,
Vo Prem Nibhana Kya Janen,
Jo Prem Gali Mein Aae Nahi ॥
Jo Ved Padhe Aur Bhed Kare,
Man Mein Nahin Nirmalta Aaye,
Koi Kitna Bhi Chahe Gyan Kahe,
Bhagwan Ko Pana Kya Jane,
Jo Prem Gali Mein Aaye Nahin,
Priyatam Ka Thikana Kya Jane,
Jo Prem Gali Mein Aaye Nahin ॥

Ye Duniya Gorakh Dhandha Hai,
Sab Jag Maya Mein Andha Hai,
Jis Andhe Ne Prabhu Ko Dekha Nahin,
Vo Roop Batana Kya Jane,
Jo Prem Gali Mein Aaye Nahin,
Priyatam Ka Thikana Kya Jane,
Jo Prem Gali Mein Aaye Nahin ॥

Jis Dil Mein Na Paida Dard Hua,
Vo Jane Peer Parai Kya,
Meera Hai Deewani Mohan Ki,
Sansar Deewana Kya Jane,
Jo Prem Gali Mein Aaye Nahin,
Priyatam Ka Thikana Kya Jane,
Jo Prem Gali Mein Aaye Nahin ॥
Bhaktibharat Lyrics

Jo Prem Gali Mein Aaye Nahin,
Priyatam Ka Thikana Kya Jane,
Jisne Kabhi Prem Kiya Hi Nahin,
Vo Prem Nibhana Kya Janen,
Jo Prem Gali Mein Aaye Nahi ॥
जो प्रेम गली में आए नहीं: भजन - हिन्दी में पढ़ें
जो प्रेम गली में आए नहीं, प्रियतम का ठिकाना क्या जाने, जिसने कभी प्रेम किया ही नहीं...
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navami BhajanJanaki Jayanti BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah BhajanShri Vishnu BhajanRajan Ji Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...

Meri Vinti Suno Hanuman Sharan Teri Aaya Hun

Meri Vinati Suno Hanuman, Sharan Teri Aaya Hun, Aaya Hun Ji Aaya Hun, Sharan Teri Aaya Hun,
Pat Rakhna Daya Nidhan, Sharan Teri Aaya Hun, Meri Vinati Suno Hanuman, Sharan Teri Aaya Hun ॥

Japte Hai Ram Ki Mala Hanuman

Japte Hai Ram Ki Mala Mala, Ram Dulare Hanuman ॥