Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Sita Ram Sita Ram Sita Ram Kahiye (सीता राम, सीता राम, सीताराम कहिये - भजन)


Sita Ram Sita Ram Sita Ram Kahiye
Sita Raam Sita Raam,
Sitaraam Kahiye,
Jaahi Vidhi Raakhe Raam,
Taahi Vidhi Rahiye ।
Mukh Mein Ho Raam Naam,
Raam Seva Hath Mein,
Tu Akela Nahin Pyare,
Raam Tere Saath Mein ।
Vidhi Ka Vidhaan Jaan,
Haani Laabh Sahiye,
Jaahi Vidhi Raakhe Raam,
Taahi Vidhi Rahiye ॥

Sita Raam Sita Raam,
Sitaaraam Kahiye,
Jaahi Vidhi Raakhe Raam,
Taahi Vidhi Rahiye ।

Kiya Abhiman to Phir,
Maan Nahin Payega,
Hoga Pyaare Vahee Jo,
Shree Raamajee Ko Bhaayega ।
Phal Asha Tyaag,
Shubh Karm Karate Rahiye,
Jaahi Vidhi Raakhe Raam,
Taahi Vidhi Rahiye ॥

Sita Raam Sita Raam,
Sitaaraam Kahiye,
Jaahi Vidhi Raakhe Raam,
Taahi Vidhi Rahiye ।

Zindagi Ke Dor Saump,
Hath Deenanaath Ke,
Mahalon Me Raakhe Chaahe,
Jhompadi Me Vaas De ।
Dhanyavad Nirvivaad,
Raam Raam Kahiye,
Jaahi Vidhi Raakhe Raam,
Taahi Vidhi Rahiye ॥

Sita Raam Sita Raam,
Sitaaraam Kahiye,
Jaahi Vidhi Raakhe Raam,
Taahi Vidhi Rahiye ।

Asha Ek Raamaji Se,
Dooji Asha Chhod De,
Naata Ek Raamaji Se,
Dooje Naate Tod De ।
Sadhu Sang Raam Rang,
Ang Ang Rangiye,
Kaam Ras Tyaag Pyaare,
Raam Ras Pagiye ॥

Sita Raam Sita Raam,
Sitaraam Kahiye,
Jaahi Vidhi Raakhe Raam,
Taahi Vidhi Rahiye ।

सीता राम, सीता राम, सीताराम कहिये - भजन हिन्दी में पढ़ें

सीता राम सीता राम सीताराम कहिये, जाहि विधि राखे राम ताहि विधि रहिये।...
Read Also

Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navami BhajanJanaki Jayanti BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah BhajanShri Vishnu BhajanRajan Ji Bhajan

Other Popular Sita Ram Sita Ram Sita Ram Kahiye Video

Sita Ram Sita Ram Sita Ram Kahiye By Ravindra Jain

By Maithili Thakur, Rishav Thakur, Ayachi Thakur

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ram Nam Ke Heere Moti

Ram Nam Ke Heere Moti, Main Bikhraun Gali Gali । Krishn Nam Ke Heere Moti, Main Bikhraun Gali Gali ।

Ayodhya Wasi Ram

Ayodhyawasi Ram, Dasharath Nandan Ram, Janaki Jeevan Ram

Ram Bhajan - Jag Gayi, Jag Gayi, Ram Jyoti Jag Gayi

Ram Ji Ka Aagman Ayodhya Saari Saj Gayi, Jag Gayi Jag Gayi, Ram Jyoti Jag Gayi

Kanha Teri Kabse Baat Niharun

Kanha Teri Kabse, Baat Niharun, Baat Niharu Tujhe, Pal Pal Pukarun ॥ Bandh Li Kanha Tose

Ram Raj Fir Se Aayil Ba

Ram Mandir Mein Ayile,Ram Raaj Ab Phir Se Aail Ba, Kab Se Lagal Aas Purail, Sab Jan Ke Manava Harasail

Rakh Laaj Meri Ganpati

Rakh Laaj Meri Ganpati, Apni Sharan Mein Lijiye । Kar Aaj Mangal Ganpati, Apni Kripa Ab Kijiye..

Meri Puja Ko Safal Banao

Meri Puja Ko Safal Banao, Tum Banao, Ganraj Gajanan Aao, Ganraj Gajanan Aao ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP