Kabhi Bhoolun Na Radha Raman Mere (कभी भूलू ना.. मेरे राधा रमण - भजन)


Kabhi Bhulu Na Kabhi Bhulu Na
Kabhi Bhulu Na Yaad Tumhari
Ratu Tera Naam Main Sanjh Savere
Radha Raman Mere, Radha Raman
Radha Raman Mere, Radha Raman
Sir Mor Mukut Kanan Kundal,
Do Chanchal Nain Katare
Mukh Kamal Se Bhavre Bane,
Kesh Laharaye Kale Kale
Ho Jao Prakat Man Hriday Main,
Karo Dil Ke Dur Andhere
Radha Raman Mere, Radha Raman
Radha Raman Mere, Radha Raman

Kabhi Bhulu Na Kabhi Bhulu Na
Kabhi Bhulu Na Yaad Tumhari
Ratu Tera Naam Main Sanjh Savere
Radha Raman Mere, Radha Raman
Radha Raman Mere, Radha Raman

Gal Sohe Rahi Motin Mala,
Adharo Par Murali Sajaye
Kare Ghayal Tirchhi Chitvan Se,
Muskan Se Chain Churaye
Ho Bhakto Ke Sir Taaj Sindhu,
Radha Rani Ke Chere
Radha Raman Mere, Radha Raman
Radha Raman Mere, Radha Raman

Kabhi Bhulu Na Kabhi Bhulu Na
Kabhi Bhulu Na Yaad Tumhari
Ratu Tera Naam Main Sanjh Savere
Radha Raman Mere, Radha Raman
Radha Raman Mere, Radha Raman

Apani Anchal Ki Chhaya Main,
Karunamayi Mujhe Chhipa Lo
Main Janm Janm Se Bhatka Hun,
Mere Nath Mujhe Apna Lo
Mere Nath, Mere Nath, Mere Nath
Pranesharman Tum Sang Mere,
Hridaysharman Tum Sang Mere
Hain Janm Janm Ke Tere
Radha Raman Mere, Radha Raman
Radha Raman Mere, Radha Raman

Kabhi Bhulu Na Kabhi Bhulu Na
Kabhi Bhulu Na Yaad Tumhari
Ratu Tera Naam Main Sanjh Savere
Radha Raman Mere, Radha Raman
Radha Raman Mere, Radha Raman
कभी भूलू ना.. मेरे राधा रमण - भजन - हिन्दी में पढ़ें
कभी भूलू ना कभी भूलू ना, कभी भूलू ना याद तुम्हारी, रटू तेरा नाम मैं साँझ सवेरे, राधा रमण मेरे, राधा रमण...
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami Bhajan

Other Popular Kabhi Bhoolun Na Radha Raman Mere Video

Kabhi Bhoolun Na Radha Raman Mere By Devi Chitralekhaji

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Mata Rani Ne Kripa Barsayi

Mata Rani Ne Kripa Barsayi, meri har gal Puri Hundi Ayi, mata Rani Ne Keetti Sunavayi

Tere Darbar Mein Maiya Khushi Milti Hai

Teri Chhaya Mein, Tere Charanon Mein, Magan Ho Baithoon, Tere Bhakto Mein ॥ Tere Darbaar Mein Maiya Khushi Milti Hai,

Meri Maa Ambe Durga Bhawani

Meri Maa Ambe Durga Bhawani, Kis Jagah Tera Jalava Nahin Hai, Tera Jalava Koi Koi Dekhe, Har Kisi Ka Mukadar Nahi Hai, Tera Jalwa Jalwa Jalwa, Tera Jalwa Jalwa Jalwa, Tera Jalava Koi Koi Dekhe,
Har Kisi Ka Mukadar Nahi Hai ॥