Kanhaiya Tum Mat Banna Bhagwan (कन्हैंया तुम मत बनना भगवान - भजन)


Kanhaiya Tum Mat Banna Bhagwan,
Main Bhi Bachcha Tu Bhi Balak,
Main Bhi Bachcha Too Bhi Balak,
Donon Ek Samaan,
Kanhaiya Tum Mat Banna Bhagwan ॥
Mujhe Bhi Mata Janm Diyo Hai,
Pita De Raho Gyan,
Tu Bhi Devki Vasudev Ka,
Tu Bhi Devki Vasudev Ka,
Kahalaye Sant,
Kanhaiya Tum Mat Banna Bhagwan ॥

Main Bhi Chaahun Sakha Banane,
Par Main Hoon Anjan,
Tumhen Kaise Dhundhu Mohan,
Tumhen Kaise Dhundhu Mohan,
De Mujhko Pahachaan।
Kanhaiya Tum

Mitr Sudama Pukar Raha Hai,
Ab Bhi Tera Naam,
Itna Sundar Mitr Mila Hai,
Itna Sundar Mitr Mila Hai,
Kaise Usko Jaan,
Kanhaiya Tum Mat Banna Bhagwan ॥

Mata Yashoda Sun Rahi Hai,
Ab Bhi Lori Taan,
Aao Tum Pyaar Karo,
Aao Tum Pyaar Karo,
Karne Jag Kalyan,
Kanhaiya Tum Mat Banna Bhagwan ॥
Kanhaiya Tum Mat Banna Bhagwan,
Main Bhi Balak Tu Bhi Balak,
Main Bhi Balak Tu Bhi Balak ॥
कन्हैंया तुम मत बनना भगवान - भजन - हिन्दी में पढ़ें
कन्हैया तुम मत बनना भगवान, मैं भी बालक तु भी बालक
Bhajan Kanhaiya BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanPhalguna BhajanIskcon BhajanShri Shyam BhajanRadha Rani Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Krishna Bhajan

Famous Shri Krishna Bhajan for Janmashtami, Radhashtami, Holi, Bhagwat Katha, Gita Path, Kirtan, Bhajan Sandhya..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...