Kar De Sabhi Pe Upkar Baba Dukhiya Khade Jo Tere Dwar Hai (कर दे सभी पे उपकार बाबा दुखिया खड़े जो तेरे द्वार है - भजन)


Kar De Sabhi Pe Upkar,
Baba Dukhiya Khade Jo Tere Dwar Hai,
Kar Den Sabhi Pe Upkar ॥
Bin Teri Marji,
Ek Bhi Patta Gire Na Kabhi Daar Se,
Apne Bhagat Ki,
Bigdi Banake Pal Mein Jeevan Sanwarte,
Kar De Karam Tu is Baar,
Kar De Karam Ti is Baar,
Baba Dukhiya Khade Jo Tere Dwar Hai,
Kar Den Sabhi Pe Upkar ॥

Jitna Charam Sukh,
Barse Yahaan Pe Vo Na Aur Kahin Na Paoon,
Sheesh Ke Dani,
O Vardani Tujhpe Balihari Jaoon,
Jeene Ka Tu Hi Hai Aadhar,
Jeene Ka Tu Hi Hai Aadhar,
Baba Dukhiya Khade Jo Tere Dwar Hai,
Kar Den Sabhi Pe Upkar ॥

Kar De Sabhi Pe Upkar,
Baba Dukhiya Khade Jo Tere Dwar Hai,
Kar Den Sabhi Pe Upkar ॥
कर दे सभी पे उपकार बाबा दुखिया खड़े जो तेरे द्वार है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
कर दे सभी पे उपकार, बाबा दुखिया खड़े जो तेरे द्वार है, कर दें सभी पे उपकार ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Mann Me to Aave Bhajan Banau

Mann Mein to Aave Bhajan Banaun, Bhajan Bana Ke Baalasa, Bhajan Bana Ke Baalasa Tujhko Rijhaun..

Bajrangbali Ki Shan Badi

Bajrangbali Ki Shan Badi, Ati Sundar Hai Hanumangadhi । Shri Ram Gareeb Navaj Hai, Hanumat Kalyug Ke Raja Hai

Bajrangbali Vo

Bajrangi Bali Vo,Bali Ma Bali Chir Chhati Dekhaye Na ll

Bajrangi Maharaj Tumhe Bhakt Bulate Hai

Bajrangi Maharaj, Tumhai Bhakt Bulate Hai, Tumhai Shish Jhukate Hai ॥