Karta Hai Tu Beda Paar (करता है तू बेड़ा पार: भजन)


Koi Jab Raah Na Paye,
Sharan Teri Aaye,
Ki Tujhako Maan Se Manae,
Karata Hai Tu Beda Paar,
Karata Hai Tu Beda Paar ॥
Bajrangi Hai Naam Tera,
Mehandipur Main Baas Tera,
Bhakton Se Apne,
Tu Karta Hai Pyar,
Jab Jab Koi Sataye,
Sharan Teri Aaye,
Ki Tujhko Maan Se Manaye,
Karata Hai Tu Beda Paar,
Karata Hai Tu Beda Paar ॥

Ram Ka Tu Pujari Hai,
Shiv Ka Tu Avatari Hai,
Tujhako Manaye,
Ye Sab Sansaar,
Paap Adhik Badh Jaye,
Mitaane Tu Aaye,
Ki Tujhko Maan Se Manaye,
Karata Hai Tu Beda Paar,
Karata Hai Tu Beda Paar ॥

Tan Pe Sinduri Chola Hai,
Baba Mera Bada Bhola Hai,
Sunata Hai Bhakton Ki,
Vinati Hajaar,
Jab Jab Thokar Khaye,
Dwar Tere Aaye,
Ki Tujhko Maan Se Manaye,
Karata Hai Tu Beda Paar,
Karata Hai Tu Beda Paar ॥

Koi Jab Raah Na Paye,
Sharan Teri Aaye,
Ki Tujhako Maan Se Manae,
Karata Hai Tu Beda Paar,
Karata Hai Tu Beda Paar ॥
करता है तू बेड़ा पार: भजन - हिन्दी में पढ़ें
कोई जब राह ना पाए, शरण तेरी आए, की तुझको मन से मनाए, करता है तू बेड़ा पार, करता है तू बेडा पार ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye