Katha Ram Ji Ki Hai Kalyankari (कथा राम जी की है कल्याणकारी: भजन)


Katha Ram Ji Ki Hai Kalyankari,
Magar Ye Karega Ashar Dhire Dhire,
Ahankar Mad Moh Phela Jo Bhitar,
Utaregi Sara Jahar Dhire Dhire,
Katha Ram Ji Ki Hai Kalyankari,
Magar Ye Karega Ashar Dhire Dhire ॥
Na Mauka Milega Kabhi Jhanjhato Se,
Na Mauka Milega Kabhi Jhanjhato Se,
Jaise Bhi Ho Kuchh Samay To Nikaalo,
Janam Aadami Ka Mile Na Mile Phir,
Chali Ja Rahi Hai Umar Dhire Dhire,
Katha Ram Ji Ki Hai Kalyankari,
Magar Ye Karega Ashar Dhire Dhire ॥

Agar Chaahata Apana Tu Kalyaan Praani,
Agar Chaahata Apana Tu Kalyaan Praani,
To Karate Raho Prem Sabhi Praniyon Se,
Vinay Vandana Hi Amar Sadhana Hai,
Bas Hilaate Raho Ye Adhar Dhire Dhire,
Katha Ram Ji Ki Hai Kalyankari,
Magar Ye Karega Ashar Dhire Dhire ॥

Katha Ram Ji Ki Hai Kalyankari,
Magar Ye Karega Ashar Dhire Dhire,
Ahankar Mad Moh Phela Jo Bhitar,
Utaregi Sara Jahar Dhire Dhire,
Katha Ram Ji Ki Hai Kalyankari,
Magar Ye Karega Ashar Dhire Dhire ॥
कथा राम जी की है कल्याणकारी: भजन - हिन्दी में पढ़ें
कथा राम जी की है कल्याणकारी, मगर ये करेगी असर धीरे धीरे, अहंकार मद मोह फैला जो भीतर, उतारेगी सारा जहर धीरे धीरे, कथा राम जी की हैं कल्याणकारी, मगर ये करेगी असर धीरे धीरे ॥
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanRam Bhajan BhajanMaryada Purushottam Shri Ram Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Meri Vipda Taal Do Aakar

Meri Vipda Taal Do Aakar, Hey Jag Janani Mata, Sheron Wali Mata ॥

Woh Hai Jag Se Bemisal Sakhi

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Surat Badi Hain Pyari Maa Ki

Surat Badi Hain Pyari Maa Ki, Murat Ki Kya Baat Hai, Sar Par Sohe Mukut Sunhara, Trishul Chakra Bhi Haath Hai, Saj Dhaj Kar Bethi Hai Maiya, Ajab Nirali Thath Hai, Wah Wah Kya Baat Hai, Wah Wah Kya Baat Hai ॥

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...