Khatu Wale Shyam Hamare (खाटू वाले श्याम हमारे: भजन)


Khatu Wale Shyam Hamare,
Bhakton Ke Tu Kaaj Saware,
Girate Huye Ko,
Pal Mein Sambhale Tu,
Savre Savre Savre Savre ॥
JIsne Bhi Chokhat Pe Arji Lagae,
Pal Bhar Mein Baba Ne Kar Li Sunae,
Teri Mahima Tu Hi Jane,
Hum To Ho gaye Tere Diwane,
Rakhna Tu Hum Par Daya,
Khatu Wale Shyam Hamare,
Bhakton Ke Tu Kaaj Saware,
Girate Huye Ko,
Pal Mein Sambhale Tu,
Savre Savre Savre Savre ॥

Shyam Tere Bhakton Ko Tera Shahara,
Tere Bharose Hi Chalta Gujara,
Sabki Naiya Tere Hawale,
Gehre Bhawar Se Tu Hi Nikale,
Khate Hai Tere Diya,
Khatu Wale Shyam Hamare,
Bhakton Ke Tu Kaaj Saware,
Girate Huye Ko,
Pal Mein Sambhale Tu,
Savre Savre Savre Savre ॥

Saware Ki Ghar Ghar Mein Jyot Jale Hai,
Lakho Dilo Main Teri Bhakti Pale Hai,
Sancha Jag Main Naam Tihara,
Harsh Hamesa Dena Shahara,
Khatu Wale Shyam Hamare,
Bhakton Ke Tu Kaaj Saware,
Girate Huye Ko,
Pal Mein Sambhale Tu,
Savre Savre Savre Savre ॥

Khatu Wale Shyam Hamare,
Bhakton Ke Tu Kaaj Saware,
Girate Huye Ko,
Pal Mein Sambhale Tu,
Savre Savre Savre Savre ॥
खाटू वाले श्याम हमारे: भजन - हिन्दी में पढ़ें
खाटू वाले श्याम हमारे, भक्तों के तू काज संवारे, गिरते हुए को, पल में संभाले तू, सांवरे सांवरे सांवरे सांवरे ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Maa Tenu Milne Lai

Maa Tainun Milne Lai Duron Chal Aaya Han, Niki-Niki Kanjakan Lai Chudiyan Lai Aaya Han।

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Kitna Roi Parvati Shivnath Ke Liye

Kitna Roi Parvati, Shivnath Ke Liye, Main To Pran Bhi Taj Dungi, Bholenath Ke Liye, Sabne Kitna Samjhaya,
Par Na Mani Mahamaya ॥

Shiv Parvati Ne Tumhe Vardan De Diya

Kalayug Mein Bhav Se Paar, Chaaho Bhakto Jo Jaana, Gauri Gajananan Ko Sada, Man Se Hi Dhyaana, Bhakto Ke Man Mein Tumne, Apna Sthaan Kar Diya, Shri Ganesh Ye Kalyug, Tumhare Naam Kar Diya ॥

Sheesh Gang Ardhang Parvati

Sheesh Gang Ardhang Parvati, Sada Virajat Kailasi । Nandi Bhrngi Nrty Karat Hain, Dharat Dhyan Sur Sukhrasi ॥