Khatudham Sabse Bada (खाटू धाम सबसे बड़ा - भजन)


Re Dar Pe Main Sheesh Jhukaun Ki Tera Dar Sabse Bada।
Din Raat Main to Shyam Shyam Gaun Ki Khatu Dham Sabse Bada ॥
Kanha Krishna Murari Madhav Sare Naam Hai Tere ।
Jaga De Khatu Wale Baba Soye Bhag Tu Mere॥
Sas Saas Mein Tum Baste Ho Radhe Krishna Murari
Harlo Meri Peed Gopal Shyam Kunj Bihari।
Tere Charanon Ka Das Kahlaun॥
Ki Tera Dar Sabse Bada

Jab Jab Tere Bhakton Par Koi Sankat Aaye Bhari ।
Pal Bhar Mein Tum Prakat Hue Karke Lileki Sawari ॥
Jay Jai Shyama Jai Govinda Jai Ho Lakhdatari
Teri Bhakti Hum Bhakton Ko Baba Jaan Se Pyari।
Teri Bhakti Par Vari Vari Jaaun ॥Ki Tera Dar Sabse Bada

Rangile Phoolon Se Baba Bangla Tera Sajaya ।
Itrau Ki Khushboo Se Baba Bangle Ko Mahakaya ॥
Vipul Ne Tere Bhajanon Ko Jhoom Jhoom Ke Gaya
ʼBhaktibharatʼ Ki Bhi Ichchha Baba Puri Karne Aaya ।
Tere Paglon Mein Naam Likhaun ॥
Ki Tera Dar Sabse Badapujastha l
खाटू धाम सबसे बड़ा - भजन - हिन्दी में पढ़ें
रे दर पे मैं शीश झुकाऊं कि तेरा दर सबसे बड़ा। दिन रात मैं तो श्याम श्याम गाऊं की खाटू धाम सबसे बड़ा ॥
Bhajan Khatu BhajanKhatu Shayam BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam BhajanFalgun Mela Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tuti Jhupdiya Meri Maa Garib Ghar Aajana

Tuti Jhupdiya Meri Maan, Garib Ghar Aa Jana । Bade Bade Log Maiya Jagran Karaye

Hey Muralidhar Chhaliya Mohan

Hey Murlidhar Chhaliya Mohan, Hum Bhi Tumko Dil De Baithe, Gam Pahle Se Hi Kam to Na the

Ram Ji Se Puche Janakpur Ki Nari

Ram Ji Se Puchhe Janakpur Ki Nari, Bata Da Babua Logva Det Kahe Gaari, Bata Da Babua ॥

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..