Khatuwale Ka Janamdin Hai Aaya (खाटूवाले का जन्मदिन है आया - भजन)


Khatuwale Ka Janamdin Hai Aaya
Shyam Prabhu Ka Brthday Hai Aaya
Thaane Happy Happy Birthday Mahra Shyam Dhani
Thaane Mokali Badhayi Mahra Shyam Dhani
Thaane Happy Happy Birthday Mahra Shyam Dhani
Thaane Ghani Re Badhayi Mahra Shyam Dhani
Kalkate Se Phool Mangaye,
Shyam Prabhu Ko Sunder Sajaaye
Kesariya Pagdi Pahnaye,
Maathe Chandan Tika Lagaaye
Up Kanoj Se Itar Mangaaye
Up Kanoj Se Itar Mangaaye
Thaane Happy Happy Birthday Mahra Shyam Dhani
Thaane Mokali Badhayi Mahra Shyam Dhani
Thaane Happy Happy Birthday Mahra Shyam Dhani
Thaane Ghani Re Badhayi Mahra Shyam Dhani

Jodhpur Ki Mawa Kachori,
Jaipur Se H Ghewar Mangaya
Pali Ka Gulab Halwa,
Cake Bna Kar Bhog Lagaya
Das Amit Tera Birthday Manaye
Das Amit Tera Birthday Manaye
Thaane Happy Happy Birthday Mahra Shyam Dhani
Thaane Mokali Badhayi Mahra Shyam Dhani
Thaane Happy Happy Birthday Mahra Shyam Dhani
Thaane Ghani Re Badhayi Mahra Shyam Dhani

Sangariya Ke Shyam Deewane,
Baba Tere Bhakt Puraane
Doude Doude Khatu Me Aaye,
Baba Tera Birthday Manane
Rang Gulal Abeer Udaaye
Rang Gulal Abeer Udaaye
Thaane Happy Happy Birthday Mahra Shyam Dhani
Thaane Mokali Badhayi Mahra Shyam Dhani
Thaane Happy Happy Birthday Mahra Shyam Dhani
Thaane Ghani Re Badhayi Mahra Shyam Dhani
खाटूवाले का जन्मदिन है आया - भजन - हिन्दी में पढ़ें
श्याम प्रभु का बर्थ डे है आया, थांन हैप्पी हैप्पी बर्थ डे म्हारा श्याम धणी
Bhajan Krishna BhajanShri Shyam BhajanKhatu BhajanKhatu Shyam BhajanKhatu Shyam Birthday Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jai Jai Ganraj Ji

Yaha Daas Kare Dhyan Tumhara, Har Pal Tumne Diya Sahara, Main Hun Tera Daas, Main Hun Tera Daas Ji,
Teri Jay Hove Maharaj Ji, Jai Jai Jai ॥

Ganpati Tum Sab Gan Ke Raja

Ganpati Tum Sab Gan Ke Raja, Ganpati Tum Sab Gan Ke Raja, Puran Karo Hamare Kaaj, Puran Karo Hamare Kaaj, Ganpati Tum Sab Gan Ke Raja, Puran Karo Hamare Kaaj ॥

Omkar Swarupa Sadguru Samartha

Omkar Swarupa Sadguru Samartha, Anathachya Natha Tuj Namo

More Ganraja Ji

Jai Ho Ganraja Ji, Ho Mein To Balihari Jaun Tere Naam Ki, Gaura Ke Tum Laal Prabhu Ji,
Ajab Ki Shaan Tumhari, Sabse Pahle Puju Tumko, More Ganraja Ji, Ho Mein To Balihari Jaun Tere Naam Ki ॥

Oh Pawan Putra Hanuman

Oh Pawan Putra Hanuman, Ram Ke Parama Bhatka Kahalye, Teri Mahima Sab Jag Gaye,
Teri Mahima Sab Jag Gaye, Oh Pawan Putra Hanuman, mRam Ke Parama Bhatka Kahalye,
Teri Mahima Sab Jag Gaye, Teri Mahima Sab Jag Gaye ॥