Kitna Sona Hai Darbar,
Bhawani Tera Ye Singar,
Kitan Sona Hai,
Tera Ye Darwar Bhawani,
Tera Ye Singar,
Kitna Sona Hai,
O Maiya Tumko,
Kisne Sajaya Hai,
Tera Sundar Se Sundar,
Darwar Banaya Hai ॥
Koi Laya Laal Chunariya,
Koi Laya Paijaniyan,
Koi Bindiya Kangan Laya,
Koi Motiyan Haar,
Kitna Pyara Hai,
Kitna Pyara Hai Darwar,
Bhawani Tera Ye Singar,
Kitan Sona Hai,
O Maiya Tumko,
Kisne Sajaya Hai,
Tera Sundar Se Sundar,
Darwar Banaya Hai ॥
Sinh Sawari Maa jagdambe,
Teri Sobha Aati Pyari,
Balihari Hua Bhakt Aaj Woh,
Kiya Jisne Didar,
Kitna Pyara Hai,
Kitna Pyara Hai Darwar,
Bhawani Tera Ye Singar,
Kitna Sona Hai,
O Maiya Tumko,
Kisne Sajaya Hai,
Tera Sundar Se Sundar,
Darwar Banaya Hai ॥
Jagrate Mein Bhajan Bhav Ki,
Pawan Ganga Bahti Hai,
Kare Praarthana ‘Chokhani’ Bhi,
Lagake Jai Jaikar,
Kitna Pyara Hai,
Kitna Pyara Hai Darwar,
Bhawani Tera Ye Singar,
Kitna Sona Hai,
O Maiya Tumko,
Kisne Sajaya Hai,
Tera Sundar Se Sundar,
Darwar Banaya Hai ॥
Kitna Sona Hai Darbar,
Bhawani Tera Ye Singar,
Kitan Sona Hai,
Tera Ye Darwar Bhawani,
Tera Ye Singar,
Kitna Sona Hai,
O Maiya Tumko,
Kisne Sajaya Hai,
Tera Sundar Se Sundar,
Darwar Banaya Hai ॥
* Please share any of your suggestions or ideas with us.
** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our
contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!