Kripalu Bade Hai Shri Shyam Sundar (कृपालु बड़े हैं श्री श्याम सुन्दर - भजन)


Kripalu Bade Hain Shri Shyam Sundar,
Kripalu Kripa Ki Barsaat Kar De,
Inke Hriday Mein Prem Bhara Hai,
Bhagwan Sabon Se Prem Hai Karte,
Kripalu Bade Hai Shrin Shyam Sundar,
Kripalu Kripa Ki Barsaat Kar De ॥
Kaun Hai Apna Kaun Begana,
Kaun Hai Bairi Kaun Deewana,
Inke Liye Sab Ek Barabar,
Inke Liye Sab Ek Barabar,
Bhagwan Kisi Se Bhed Na Karte,
Kripalu Bade Hai Shrin Shyam Sundar,
Kripalu Kripa Ki Barsaat Kar De ॥

Koi Kahe Girdhar Koi Murlidhar,
Koi Kahe Chhaliya Koi Kahe Natwar,
Kisi Naam Se Bhi Inko Pukaron,
Kisi Naam Se Bhi Inko Pukaron,
Prem Ki Bhasha Bhagwan Samajhte,
Kripalu Bade Hai Shrin Shyam Sundar,
Kripalu Kripa Ki Barsaat Kar De ॥

Radha to Inke Dil Mein Samai,
Karke Bhakti Soi Meera Ne Pai,
‘Nandu’ Bhagat Ke Bhav Samajhkar,
‘Nandu’ Bhagat Ke Bhav Samajhkar,
Bhakton Ko Vatsal Door Na Rahte,
Kripalu Bade Hai Shrin Shyam Sundar,
Kripalu Kripa Ki Barsaat Kar De ॥

Kripalu Bade Hain Shri Shyam Sundar,
Kripalu Kripa Ki Barsaat Kar De,
Inke Hriday Mein Prem Bhara Hai,
Bhagwan Sabon Se Prem Hai Karte,
Kripalu Bade Hai Shrin Shyam Sundar,
Kripalu Kripa Ki Barsaat Kar De ॥
कृपालु बड़े हैं श्री श्याम सुन्दर - भजन - हिन्दी में पढ़ें
कृपालु बड़े हैं श्री श्याम सुन्दर, कृपालु कृपा की बरसात कर दे, इनके हृदय में प्रेम भरा है, भगवन सबों से प्रेम है करते ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanMadan Mohan BhajanRadha Mohan BhajanKrishn Bhagwan BhajanMadhav Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Raghupati Raghav Raja Ram

Raghupati Raghava RajaRam, Patita Paavana SitaRam ॥ Sunder Vigraha MeghaShyam, Ganga Tulsi Shalagram ॥

Vaishnav Jan To Tene Kahiye Je

Vaishnav Jan To, Tene Kahiye Je, Peed Paraaye Jaane Re। Par Dukkhe Upkaar Kare Toye, Man Abhiman Na Anne Re...

Maa Tere Lal Bulaye Aaja

Maan Tere Lal Bulaye Aaja, Sunle Bhakto Ki Sadaye Aaja, Maan Tere Lal Bulaye Aaja, Sunle Bhakto Ki Sadaye Aaja ॥