Krishna Ghar Nand Ke Janme Sitara Ho To Aisa Ho (कृष्ण घर नन्द के जन्मे, सितारा हो तो ऐसा हो - भजन)


Krishna Ghar Nand Ke Janme,
Dulara Ho To Asa Ho,
Log Darshan Chale Aye,
Sitara Ho To Aisa Ho ॥
Bakasur Ko Masal Dala,
Putana Jaan Se Mari,
Putana Jaan Se Mari,
Kansa Ko Kesh Se Khincha,
Khiladi Ho To Asa Ho,
Krishna Ghar Nand Ke Janme,
Sitara Ho To Aisa Ho ॥

Khud Pani Ke Andar Se,
Naag Ko Nath Ke Laye,
Charan Kan Kan Pe Dekar Ke,
Nachara Ho To Asa Ho,
Krishna Ghar Nand Ke Janme,
Sitara Ho To Aisa Ho ॥

Tir Jamuna Ke Jakar Ke,
Bajae Basuri Mohan,
Chali Ghar Chod Brajnari,
Bajana Ho To Asa Ho,
Krishna Ghar Nand Ke Janme,
Sitara Ho To Aisa Ho ॥

Rachae Rash Kunjan Mein,
Manohar Roop Banakar Ke,
Dev Darshan Chale Aaye,
Didar Ho To Asa Ho,
Krishna Ghar Nand Ke Janme,
Sitara Ho To Aisa Ho ॥

Gaye Jab Chod Gokul Ke,
Nahi Phir Lot Ke Aaye,
Sakhi Roti Rahi Ban Mein,
Kinara Ho To Asa Ho,
Krishna Ghar Nand Ke Janme,
Sitara Ho To Aisa Ho ॥

Kaurav Pandav Ran Mein,
Jit Arjun Ki Karwaye,
Bachae Laaj Dropati Ki,
Sahara Ho To Asa Ho,
Krishna Ghar Nand Ke Janme,
Sitara Ho To Aisa Ho ॥

Puri Dwaravati Jakar,
Mahal Sone Ke Banwaye,
Hajaro Raniya Byahi,
Pasara Ho To Asa Ho,
Krishna Ghar Nand Ke Janme,
Sitara Ho To Aisa Ho ॥

Utara Bhar Bhumi Ka,
Sidharo Dham Apne Ko,
Wo Bramhanand Duniya Se,
Niyara Ho To Asa Ho,
Krishna Ghar Nand Ke Janme,
Sitara Ho To Aisa Ho ॥

Krishna Ghar Nand Ke Janme,
Dulara Ho To Asa Ho,
Log Darshan Chale Aye,
Sitara Ho To Aisa Ho ॥
कृष्ण घर नन्द के जन्मे, सितारा हो तो ऐसा हो - भजन - हिन्दी में पढ़ें
कृष्ण घर नन्द के जन्मे, दुलारा हो तो ऐसा हो, लोग दर्शन चले आये, सितारा हो तो ऐसा हो ॥
Bhajan Shri Vishnu BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam Bhajan

Other Popular Krishna Ghar Nand Ke Janme Sitara Ho To Aisa Ho Video

Sabse Unchi Prem Sagai By Jaya Kishori

Sabse Unchi Prem Sagai By Shri Devkinandan Thakur Ji

Sabse Unchi Prem Sagai Srishti Bhandari

Sabse Unchi Prem Sagai By Varsha Shrivastava

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

O kanha re

Roz subah panghat pe khele, Bin rangon ki holi, Roz subah panghat pe khele, Bin rangon ki holi..

Gauri Ke Ladle Mahima Teri Mahan

Gauri Ke Ladale, Mahima Teri Mahaan, Karata Hai Sabase Pahale, Pooja Teri Jahaan,
Gauri Ke Ladale, Mahima Teri Mahaan ॥

Meri Bigdi Bana De O Deva

Sabse Pahle Tera Vandan Karne Aai Umanandan Karde Puri Murade O Deva, Siddha Karde Tu Kaaj Hay Gano Ke Maharaj Meri Bigadi Bana De O Deva ॥

Teri Jay Ho Jay Ho Jay Gauri Lal

Teri Jay Ho Jay Ho, Jay Gauri Laal, Puju Tera Naam, Karo Sabako Nihal, Teri Jay Ho Jay Ho,
Jay Gauri Laal ॥

Apne Rang Ranglo Gajanan

Apane Rang Ranglo Gajanan, Dil Tumhara Ho Gaya, Dil Tumhara Ho Gaya Deva, Dil Tumhara Ho Gaya, Kuch Raha Na Mujh Main Mera, Sab Tumhara Ho Gaya, Apane Rang Ranglo Gajanan,
Dil Tumhara Ho Gaya ॥