Krishna Kanhaiya Bansi Bajaiya (कृष्ण कन्हैया बंसी बजैया - भजन)


Krishna Kanhaiya Bansi Bajaiya,
Nandlala Ghanshyam Re,
Govardhan Girdhari Kanha,
Tere Kitne Naam Re,
Bolo Shyam Radhe Shyam,
Bolo Shyam Radhe Shyam ॥
Shyamsakha Girivardhari,
Murali Manohar Banwari,
Jitne Sundar Naam Hai Tere,
Utne Sundar Kaam Re,
Govardhan Girdhari Kanha,
Tere Kitne Naam Re,
Bolo Shyam Radhe Shyam,
Bolo Shyam Radhe Shyam ॥

Mohan Tum Braj Ke Gwala,
Rasiya Madhav Gopala,
Tera Dhyan Dharoon Natnagar,
Har Subah Har Shaam Re,
Govardhan Girdhari Kanha,
Tere Kitne Naam Re,
Bolo Shyam Radhe Shyam,
Bolo Shyam Radhe Shyam ॥

Itna Do Vardaan Prabhu,
Kar Do Yah Ehsaan Prabhu,
Tere Charanon Mein Beete Ye Meri,
Umr Tamam Re,
Govardhan Girdhari Kanha,
Tere Kitne Naam Re,
Bolo Shyam Radhe Shyam,
Bolo Shyam Radhe Shyam ॥

Krishna Kanhaiya Bansi Bajaiya,
Nandlala Ghanshyam Re,
Govardhan Girdhari Kanha,
Tere Kitne Naam Re,
Bolo Shyam Radhe Shyam,
Bolo Shyam Radhe Shyam ॥

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी
कृष्ण कन्हैया बंसी बजैया - भजन - हिन्दी में पढ़ें
कृष्ण कन्हैया बंसी बजैया, नंदलाला घनश्याम रे, गोवर्धन गिरधारी कान्हा, तेरे कितने नाम रे, बोलो श्याम राधे श्याम, बोलो श्याम राधे श्याम...
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami BhajanJagjit Singh Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

New Bhaye Pragat Kripala Bhajan By Manoj Muntashir

Bhaye Pragat Kripala, Deendayala, Kausalya Hitakari । Harashit Mahatari, Muni Mana Hari, Adbhut Roop Bichari

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein, Uska Diya Re Jalega Toophan Mein ।

Mil Kaho Garv Se Hindu Hain Ham

Mil Kaho Garv Se Hindu Hai Hum, Yah Hindustan Humara, Tha Swami Ji Ka Nara...

Rom Rom Me Basa Hua Hai Ek Usi Ka Naam

Rom Rom Mein Basa Hua Hai, Ek Usi Ka Naam, Tu Japle Ram Ram Ram, Tu Bhajle Ram Ram Ram, Rom Rom Mein Basa Hua Hain ॥

Badhaiya Baje Angane Mein

Badhaiya Baje Aangne Mein, Badhaiya Baje Aangne Me ॥Chandramukhi Mrignayani Avadh Ki, Todat Taane Raagne Mein..