Laga Di Arzi Ab Aage Bajrangbali Ki Marzi (लगा दी अर्जी, अब आगे बजरंगबली की मर्जी: भजन)


Laga Di Arzi,
Ab Aage Bajranbali Ki Marzi,
Jo Hoga So Dekha Jayega,
Ab Aage Bajranbali Ki Marzi ॥
Apane Ram Ke Kaaj Kiye,
Meri Bhi Laaj Rakho Na,
Dar Dar Mein Bhatka Hu,
Jholi Meri Bhar Dena,
Kar Do Bhala Mere Data,
Badi Ummid Se Lagai Arzi,
Ab Aage Bajranbali Ki Marzi ॥
BhaktiBharat Lyrics

Kya Maya Kya Sansar,
De De Apani Bhakti Ka Daan,
Apani Sharan Mein Bulalo,
Hai Balveera Jay Hanuman,
Rah Dikhao Hanumante,
Chod Di Mein Ne Sari Khudgarji,
Ab Aage Bajranbali Ki Marzi ॥
लगा दी अर्जी, अब आगे बजरंगबली की मर्जी: भजन - हिन्दी में पढ़ें
लगा दी अर्जी, अब आगे बजरंगबली की मर्जी, जो होगा सो देखा जायेगा, अब आगे बजरंगबली की मर्जी ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Raghupati Raghav Raja Ram

Raghupati Raghava RajaRam, Patita Paavana SitaRam ॥ Sunder Vigraha MeghaShyam, Ganga Tulsi Shalagram ॥

Vaishnav Jan To Tene Kahiye Je

Vaishnav Jan To, Tene Kahiye Je, Peed Paraaye Jaane Re। Par Dukkhe Upkaar Kare Toye, Man Abhiman Na Anne Re...

Maa Tere Lal Bulaye Aaja

Maan Tere Lal Bulaye Aaja, Sunle Bhakto Ki Sadaye Aaja, Maan Tere Lal Bulaye Aaja, Sunle Bhakto Ki Sadaye Aaja ॥