Lal Dhwaja Lahraye Re Maiya Teri Unchi Pahadiya (लाल ध्वजा लहराये रे, मैया तोरी ऊंची पहड़िया: भजन)


Lal Dhwaja Lahraye Re,
Maiya Teri Unchi Pahadiya ॥
Long Elayachi Ke Bida Lagae,
Champa Chameli Ke Haar Banaye,
Laal Anar Chadaye Re,
Maiya Teri Unchi Pahadiya ॥

Laal Gulaal Se Laal Bhaye Hai,
Laal Tumhare Nihal Bhaye Hai,
Maiya Ke Rang Rang Aaye Re,
Maiya Teri Unchi Pahadiya ॥

'Padam' Sumar Maiya Tore Jas Gaye,
Charanon Me Tore shish Jhukaye,
Geet Suman Barasaye Re,
Maiya Teri Unchi Pahadiya ॥

Lal Dhwaja Lahraye Re,
Maiya Teri Unchi Pahadiya ॥
लाल ध्वजा लहराये रे, मैया तोरी ऊंची पहड़िया: भजन - हिन्दी में पढ़ें
लाल ध्वजा लहराये रे, मैया तोरी ऊंची पहड़िया ॥ लोंग इलायची के बीड़ा लगाए, चम्पा चमेली के हार बनाये, लाल अनार चड़ाए रे, मैया तोरी ऊंची पहड़िया ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Kirpa Ki Na Hoti Jo Addat Tumhari

Kripa Ki Na Hoti Jo, Aadat Tumhari, To Suni Hi Rahti, Adalat Tumhari

Parbhu Ke Charno Se Sachha Pyar

Ravan Ne Ram Se Ber Kiya Use Ab Bhi Jalaya Jata Hai, Ban Bhakta Vibhisan Saran Gaye Ghar Baae Usi Ka Ho Jaye, Parbhu Ke Charno Se Gar Sachha Pyar Kisi Ko Ho Jaye ॥

Jisko jivan Main Mila Satsang Hai

Jise Jeevan Main Mila Satsang Hain, Use Hardam Anand Hi Anand Hai ।

Mere Ram Ayodhya Aaye

Utsav Bhari Sabhi Manao Ri, Mere Ram Ayodhya Aaye, Mere Ram Ayodhya Aaye, Prabhu Ram Apane Ghar Aaye ॥

Ram Bhajan - Shri Ramji Padhare

Ramji Padhare, Shree Ramji Padhare, Hey ! Dekho Avadh Nagariya Mein Ramji Padhare